Poet
Aah Sambhali
Poems
- اب نہ وہ عشق نہ کچھ اس کی خبر باقی ہےہے سفر ختم اک آشوب سفر باقی ہےab na vo ishq na kuchh us kī ḳhabar bāqī haihai safar ḳhatm ik āshob-e-safar bāqī hai
- اداسیوں کا مسلسل یہ دور چلنا ہےنہ کوئی حادثہ ہونا نہ جی بہلنا ہےudāsiyoñ kā musalsal ye daur chalnā haina koī hādisa honā na jī bahalnā hai
- پس ساحل تماشا کیا ہے بڑھ کر دیکھ لینا تھاکہ پہلے پھینک کر دریا میں پتھر دیکھ لینا تھاpas sāhil tamāshā kyā hai baṛh kar dekh lenā thāke pahle pheñk kar dariyā meñ patthar dekh lenā thā
- تعلقات مسلسل بھی تازیانے تھےوہ دھاگے ٹوٹ گئے جو بہت پرانے تھےta.alluqāt musalsal bhī tāziyāne thevo dhāge ṭūṭ ga.e jo bahut purāne the
- جاگنا سائے میں اور دھوپ میں سونا اس کااس کے احساس سے ثابت تھا نہ ہونا اس کاjāgnā sā.e meñ aur dhūp meñ sonā us kāus ke ehsās se sābit thā na honā us kā
- خضر جس سے بنے اس آب بقا سے ڈریےلمبی عمروں سے بزرگوں کی دعا سے ڈریےḳhizr jis se bane is āb-e-baqā se ḍariyelambī umroñ se buzurgoñ kī duā se ḍariye
- سدا بہار جو تھے درد وہ پرانے گئےہمارے ساتھ میں موسم بھی سب سہانے گئےsadā bahār jo the dard vo purāne ga.ehamāre sāth meñ mausam bhī sab suhāne ga.e
- صبح بے نور نہ ہو دھیان میں رکھایک سورج کو گریبان میں رکھsub.h be nūr na ho dhyān meñ rakhek sūraj ko garebān meñ rakh
- کوئی رکنے کی ترے شہر میں تدبیر نہ تھیمیرے ہاتھوں میں تری زلف بھی زنجیر نہ تھیkoī rukne kī tire shahr meñ tadbīr na thīmere hāthoñ meñ tirī zulf bhī zanjīr na thī
- مت فکر مداوا کر اے دست مسیحائیدریاؤں سے گہری ہے اس زخم کی گہرائیmat fikr-e-mudāvā kar ai dast-e-masīhā.īdariyā.oñ se gahrī hai is zaḳhm kī gahrā.ī
- مجھے بھی پڑھ لو کہ حرف ثواب بن جاؤںورق ورق ہوں کسی دن کتاب بن جاؤںmujhe bhī paṛh lo ke harf-e-savāb ban jā.ūñvaraq varaq hūñ kisī din kitāb ban jā.ūñ
- وہ تو ہے دشمن جاں داد وفا کیا دے گاجو کبھی زہر نہ دے پایا دوا کیا دے گاvo to hai dushman-e-jāñ dād-e-vafā kyā degājo kabhī zahr na de pāyā davā kyā degā
- وہ واہمہ ہے کہاں یہ اصول جانا تھاملے تھے اس سے تو پھر اس کو بھول جانا تھاvo vāhima hai kahāñ ye usūl jānā thāmile the us se to phir us ko bhūl jānā thā
- یہاں مکینوں سے خالی مکان رہتے ہیںمحبتیں نہیں رہتیں گمان رہتے ہیںyahāñ makīnoñ se ḳhālī makān rahte haiñmohabbateñ nahīñ rahteñ gumān rahte haiñ