Poet
Zafar Imam
b. 1963
Poems
- اک ندی میں سیکڑوں دریا کی طغیانی ملیڈوبنے والے کو مر جانے کی آسانی ملیik nadī meñ saikṛoñ dariyā kī tuġhyānī milīḍūbne vāle ko mar jāne kī āsānī milī
- بھلے ہی آنکھ مری ساری رات جاگے گیسجا سجا کے سلیقے سے خواب دیکھے گیbhale hī ānkh mirī sārī rāt jāgegīsajā sajā ke salīqe se ḳhvāb dekhegī
- درد بہتا ہے دریا کے سینے میں پانی نہیںاس کا چٹان پہ سر پٹکنا کہانی نہیںdard bahtā hai dariyā ke sīne meñ pānī nahīñus kā chaṭān pe sar paṭaknā kahānī nahīñ
- درد کی دھوپ بھرے دل کی تمازت لے کرکیسے جائے کوئی احساس کی ہجرت لے کرdard kī dhūp bhare dil kī tamāzat le karkaise jā.e koī ehsās kī hijrat le kar
- دکھ درد مرے پاس بھی جوہر کی طرح ہیںظلمت میں وہ قندیل منور کی طرح ہیںdukh dard mire pās bhī jauhar kī tarah haiñzulmat meñ vo qindīl munavvar kī tarah haiñ
- دھوپ نکلی کبھی بادل سے ڈھکی رہتی ہےرات دن اپنی ہی آنکھوں میں جگی رہتی ہےdhūp niklī kabhī bādal se ḍhakī rahtī hairāt din apnī hī ānkhoñ meñ juggī rahtī hai
- ساحل پر دریا کی لہریں سجدا کرتی رہتی ہیںلوٹ کے پھر آنے جانے کا وعدا کرتی رہتی ہیںsāhil par dariyā kī lahreñ sajdā kartī rahtī haiñlauṭ ke phir āne jāne kā va.adā kartī rahtī haiñ
- میرے اندر کا غرور اندر گزرتا رہ گیاسر سے پانو تک اترنا تھا اترتا رہ گیاmere andar kā ġhurūr andar guzartā rah gayāsar se pāoñ tak utarnā thā utartā rah gayā
- میں ہی دستک دینے والا میں ہی دستک سننے والااپنے گھر کی بربادی پر میں ہی سر کو دھننے والاmaiñ hī dastak dene vālā meñ hī dastak sunne vālāapne ghar kī barbādī par maiñ hī sar ko dhunne vālā
- ناؤ دریا میں چلے سامنے منجدھار بھی ہوڈوب جانے کے لئے ہر کوئی تیار بھی ہوnā.o dariyā meñ chale sāmne manjdhār bhī hoḍūb jāne ke liye har koī tayyār bhī ho