Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Zafar Awan

b. 1982

Poems

Meter
  1. ā.e the pardes meñ do chār barsoñ ke liyero rahe haiñ baiṭh kar ā.inda nasloñ ke liye
  2. ik sukūñ sā dikhtā hai āp ke anūp meñjaise koī baiṭhā ho sardiyoñ kī dhūp meñ
  3. buġhz-o-hasad kī āg se bāhar nikāl demujh ko shuūr-o-fikr ke raste pe ḍāl de
  4. ḳhush numā.ī se māvarā to haihai agar koī haq numā to hai
  5. lahū ne bhigoe muhājir parindeqatāroñ meñ rū-e-muhājir parinde
  6. mohabbat ho ga.ī hai to kyā merī ḳhatā haimujhe hī sochtī hai to kyā merī ḳhatā hai
  7. mirā kumba bulāyā jā chukā thāmirā mātam manāyā jā chukā thā
  8. merī dushman hai sādgī merīkhā ga.ī mujh ko ājizī merī
  9. neze pe sar chaṛhegā sayyad ko sab patā thālekin vo sū-e-maqtal be ḳhauf chal rahā thā
  10. hotī haiñ jal se jaise nadiyoñ kī izzateñsidq-e-maqāl se haiñ yāroñ kī izzateñ