Poet
Zafar Adeem
Poems
- پھر آگہی سے یقیں کی طرف قدم نکلےگمان و وہم کی جب سرحدوں سے ہم نکلےphir āgahī se yaqīñ kī taraf qadam niklegumān-o-vahm kī jab sarhadoñ se ham nikle
- چند مخصوص عناصر سے چمن بنتا ہےکتنی ترکیب سے پھولوں سا بدن بنتا ہےchand maḳhsūs anāsir se chaman bantā haikitnī tarkīb se phūloñ sā badan bantā hai
- قدموں کے نشاں سب ماند پڑے جو سنگ میل تھا ٹوٹ گیاکچھ منزل مجھ سے چھوٹ گئی کچھ منزل سے میں چھوٹ گیاqadmoñ ke nishāñ sab mānd paṛe jo sang-e-mel thā ṭūṭ gayākuchh manzil mujh se chhūṭ ga.ī kuchh manzil se maiñ chhūṭ gayā
- میں چار سو دکھائی دوں تو چار سو ملےیہ انتہائے عشق ہے یا ارتقائے حسنmaiñ chār sū dikhā.ī dūñ to chār sū mileye intihā-e-ishq hai yā irtiqā-e-husn
- وہ ایک لمحہ جو ترک تعلقات کا تھاپھر اس کے بعد کہاں کوئی پل حیات کا تھاvo ek lamha jo tark-e-ta.alluqāt kā thāphir is ke ba.ad kahāñ koī pal hayāt kā thā
- گھنیرا لہجہ وہ حسن کا تھاکھلی زباں وہ جمال کی تھیghanīrā lahja vo husn kā thākhulī zabāñ vo jamāl kī thī
- میں تو شاعر ہوںبس ترے حسن کو احساس بنا رکھا ہےmaiñ to shāyar hūñbas tire husn ko ehsās banā rakhā hai