Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Vafa Malikpuri

1923–2003

Poems

Meter
  1. un kī nigah-e-nāz ke ṭhukrā.e hue haiñham jurm mohabbat kī sazā pā.e hue haiñ
  2. butoñ kā sāth diyā but shikan kā sāth diyāfareb-e-ishq ne har husn-e-zan kā sāth diyā
  3. bū-e-gul rang-e-hinā nāz-e-nasīm-e-saharītire afsūñ kī sab ai dost hai afsāna girī
  4. tamām rāt vo jāgā kisī ke va.ade parvafā ko ā hī ga.ī nīnd rāt ḍhalne par
  5. husn-e-ḳhud bīñ kā ishāra mujhe ma.alūm na thāun kī ānkhoñ meñ hai shikva mujhe ma.alūm na thā
  6. rāt guzrī to yaqīñ thā ke saverā hogākyā ḳhabar thī ke vahī ghūr andherā hogā
  7. soz-e-ġham se jigar jal rahā hai magar mirā dard-e-nihāñ āshkārā nahīñghuṭ ke marnā gavārā hai ai chāra gar rāz-e-ulfat ayāñ ho gavārā nahīñ
  8. kabhī chaman se kabhī anjuman se guzre haiñpaṛā hai vaqt to dār-o-rasan se guzre haiñ
  9. mujhe suno ke hadīs-e-ġhazal numā hūñ maiñmujhe paṛho varaq mushaf-e-vafā hūñ maiñ
  10. mamnūn-e-gesū-o-lab-o-ruḳhsār kaun haimujh sā shahīd-e-tāle-e-bedār kaun hai
  11. na.ī sahar hai ye logo nayā saverā haitulū ho chukā sūraj magar andherā hai
  12. har ek ānkh ko zauq-e-jamāl de yā rabdiloñ ko ishq-o-vafā kā jalāl de yā rab
  13. yād ā.ī vo zulf-e-pareshāñkaṭ jā.egī ab shab hijrāñ