Poet
Sabeen Yunus
b. 1957
Poems
- امن و امان پیار کی سوغات چاہئےخوابوں کو نیند نیند کو بھی رات چاہئےamn-o-amān pyār kī sauġhāt chāhiyeḳhvāboñ ko nīnd nīnd ko bhī rāt chāhiye
- بکھر گئی ہوں تو کیا آسمان میرا ہےزمیں پہ پاؤں نہیں خاکدان میرا ہےbikhar ga.ī hūñ to kyā āsmān merā haizamīñ pe pā.oñ nahīñ ḳhākdān merā hai
- تجھ سے جو کچھ تھا ذرا سا واسطہ وہ بھی گیانام ہی کو جو تھا قائم رابطہ وہ بھی گیاtujh se jo kuchh thā zarā sā vāsta vo bhī gayānām hī ko jo thā qā.im rābta vo bhī gayā
- جس صبر و رضا سے ترے رستے پہ رواں ہوںباطل کے ارادوں کے لئے کوہ گراں ہوںjis sabr-o-razā se tire raste pe ravāñ hūñbātil ke irādoñ ke liye koh-e-girāñ hūñ
- چاہتی ہوں کہ میں روؤں تو مناظر رو دیںاس لہو رنگ کو اک بار ہی مل کر دھو دیںchāhtī hūñ ke maiñ roūñ to manāzir ro deñis lahū rang ko ik bār hī mil kar dho deñ
- حقیقتوں سے نظر چرا کے خیال خوابوں میں زندہ رہنازوال کی داستان بن کر فقط کتابوں میں زندہ رہناhaqīqatoñ se nazar churā ke ḳhayāl ḳhvāboñ meñ zinda rahnāzavāl kī dāstān ban kar faqat kitāboñ meñ zinda rahnā
- میں سر دار مسکراتی رہیزندگانی سزا بڑھاتی رہیmaiñ sar-e-dār muskurātī rahīzindagānī sazā baṛhātī rahī
- نہیں ہو پائے گی تجھ پر عیاں آزردگی دل کیچھپا رکھی نہاں خانوں میں ہے افسردگی دل کیnahīñ ho pā.egī tujh par ayāñ āzurdagī dil kīchhupā rakhī nihāñ ḳhānoñ meñ hai afsurdagī dil kī
- نہ یہ انداز نہ لفظوں سے بیاں ہوتی ہےدل کی حالت تو نگاہوں سے عیاں ہوتی ہےna ye andāz na lafzoñ se bayāñ hotī haidil kī hālat to nigāhoñ se ayāñ hotī hai
- ہاتھ آگے کیا اور دست کرم تھام لیاسر جھکا پائی تو پلکوں سے حرم تھام لیاhāth āge kiyā aur dast-e-karam thām liyāsar jhukā pā.ī to palkoñ se haram thām liyā
- ہم کو خوش رہنے کی اکثر جو دعا دیتے ہیںغم کا سامان بھی وہ خود ہی بنا دیتے ہیںham ko ḳhush rahne kī aksar jo duā dete haiñġham kā sāmān bhī vo ḳhud hī banā dete haiñ