Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Saba Tabish

b. 1999

Poems

Meter
  1. aisā nahīñ thā asl meñ jaisā banā liyādil ne kisī kī yād kā chehra banā liyā
  2. ek to be basī izāfī haiaur phir zindagī izāfī hai
  3. baṛh ga.ī haiñ qurbateñ bhī fāsloñ ke sāth sāthaur mohabbat baṛh rahī hai qurbatoñ ke sāth sāth
  4. parinde us ke liye haiñ rasūl us kā haihamārī bāt meñ har dam shamvil us kā hai
  5. tire dimāġh meñ bachpan kī lāsh thoṛī haimirī tarah tujhe fikr-e-ma.āsh thoṛī hai
  6. jaise hūñ naqb kārī ke ālāt mire hāthdastak se ulajhte rahe kal rāt mire hāth
  7. hisār-e-hijr ke juġhrāfiye samajh ā.ejab apne daur hue marsiye samajh ā.e
  8. muntazir hai tabhī davām mirāāgahī se bharā hai jām mirā