Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Rafi Raza

b. 1962

Poems

Meter
  1. ānā jānā hai to qāmat se tum ā.o jā.odar iz.hār-e-muravvat se tum ā.o jā.o
  2. ānkh sahmī huī ḍartī huī dekhī ga.ī haiamn kī fāḳhta martī huī dekhī ga.ī hai
  3. agarche vaqt-e-munājāt karne vālā thāmirā mizāj savālāt karne vālā thā
  4. ek majzūb udāsī mere andar gum haiis samundar meñ koī aur samundar gum hai
  5. peṛ sūkhā harf kā aur fāḳhtā.eñ mar ga.īñlab na khole to ghuṭan se sab duā.eñ mar ga.īñ
  6. ḳhvāb meñ yā ḳhayāl meñ mujhe miltū kabhī ḳhad-o-ḳhāl meñ mujhe mil
  7. rāt meñ shāna-e-idrāk se lag kar soyāband kī ānkh to aflāk se lag kar soyā
  8. zamīñ kā bojh aur us par ye āsmān kā bojhutār pheñk dūñ kāndhoñ se do jahān kā bojh
  9. kabhī jo ḳhāk kī taqrīb ro numā.ī huībahut uṛegī vahāñ bhī mirī uṛā.ī huī
  10. lams ko chhoṛ ke ḳhushbū pe qanā.at nahīñ karne vālāaisī vaisī to maiñ ab tum se mohabbat nahīñ karne vālā
  11. maiñ apnī ānkh ko us kā jahān de dūñ kiyāzamīn khīñch lūñ aur āsmān de dūñ kiyā
  12. vahshat meñ nikal āyā hūñ idrāk se āgeab ḍhūñḍ mujhe majma-e-ushshāq se āge