Poet
Raees Niyazi
1920–1994
Poems
- اب یہ عالم ہے کہ جس شے پہ نظر جاتی ہےہو بہ ہو آپ کی تصویر نظر آتی ہےab ye ālam hai ke jis shai pe nazar jātī haihū ba hū āp kī tasvīr nazar ātī hai
- تمہاری بزم میں مجھ تک بھی جام آیا تووفور شوق نے کوئی مقام پایا توtumhārī bazm meñ mujh tak bhī jām āyā tovafūr-e-shauq ne koī maqām pāyā to
- جان دے دی رہرو منزل نے منزل کے قریبحوصلے طوفاں کے نکلے بھی تو ساحل کے قریبjān de dī rahrau-e-manzil ne manzil ke qarībhausle tūfāñ ke nikle bhī to sāhil ke qarīb
- جب سنبھل کر قدم اٹھاتا ہوںکوئی ٹھوکر ضرور کھاتا ہوںjab sambhal kar qadam uṭhātā hūñkoī ṭhokar zarūr khātā hūñ
- جو نور دیکھتا ہوں میں جام شراب میںوہ آفتاب میں ہے نہ وہ ماہتاب میںjo nūr dekhtā hūñ maiñ jām-e-sharāb meñvo āftāb meñ hai na vo māhtāb meñ
- دل و نگاہ پہ جس کو ہو اختیار چلےرہ وفا میں کوئی بھی نہ خام کار چلےdil-o-nigāh pe jis ko ho iḳhtiyār chalerah-e-vafā meñ koī bhī na ḳhām kār chale
- عمر بھر دنیا کو سمجھاتا رہاخود فریب زندگی کھاتا رہاumr bhar duniyā ko samjhātā rahāḳhud fareb-e-zindagī khātā rahā
- غم جب ان کا دیا ہوا غم ہےحیف اس آنکھ پر جو پر نم ہےġham jab un kā diyā huā ġham haihaif is ānkh par jo pur nam hai
- منزل یار بے نشاں بھی نہیںدل ہو غافل تو رازداں بھی نہیںmanzil-e-yār be nishāñ bhī nahīñdil ho ġhāfil to rāzdāñ bhī nahīñ
- نیاز عشق ہے ناز بتاں ہےمحبت کائنات دو جہاں ہےniyāz-e-ishq hai nāz-e-butāñ haimohabbat kā.ināt do jahāñ hai
- ہر آئنہ نے کہا رخصت غبار کے بعدیہاں تو کچھ بھی نہیں ہے جمال یار کے بعدhar ā.īna ne kahā ruḳhsat-e-ġhubār ke ba.adyahāñ to kuchh bhī nahīñ hai jamāl-e-yār ke ba.ad
- یہ بھول جا کہ ہیں تیرے بھی غم گسار بہتبنانا کاغذی پھولوں کے خشک ہار بہتye bhūl jā ke haiñ tere bhī ġham gusār bahutbanānā kāġhzī phūloñ ke ḳhushk hār bahut