Poet
Qamar Aasi
b. 1987
Poems
- آپ نگاہ مست سے پتھر کو آب کیجیےتھامیے آب ہاتھ میں اور شراب کیجیےāp nigāh-e-mast se patthar ko āb kījiyethāmiye āb hāth meñ aur sharāb kījiye
- بے ثمر صحبتوں سے بہتر ہیںرنجشیں الفتوں سے بہتر ہیںbe samar sohbatoñ se behtar haiñranjisheñ ulfatoñ se behtar haiñ
- چندا بھی بس رات میں اچھا لگتا ہےہر بندہ اوقات میں اچھا لگتا ہےchandā bhī bas rāt meñ achchhā lagtā haihar banda auqāt meñ achchhā lagtā hai
- حسن والوں کا سر ساحل نظارہ ہے کہ نئیںڈوبنے والے کو تنکے کا سہارا ہے کہ نئیںhusn vāloñ kā sar-e-sāhil nazāra hai ke na.īñḍūbne vāle ko tinke kā sahārā hai ke na.īñ
- دشمن سے اتحاد کے چکر میں پڑ گیاہر دوست اب مفاد کے چکر میں پڑ گیاdushman se ittihād ke chakkar meñ paṛ gayāhar dost ab mufād ke chakkar meñ paṛ gayā
- عاقل ہے با شعور ہے کافی ذہین بھیاس پر ہے مستزاد وہ از حد حسین بھیāqil hai bā shuūr hai kāfī zahīn bhīus par hai mustazād vo az had hasīn bhī
- کچھ ایسے چشم تمنا کو آزمایا گیاکسی بھی عکس کو پورا نہیں دکھایا گیاkuchh aise chashm-e-tamannā ko āzmāyā gayākisī bhī aks ko pūrā nahīñ dikhāyā gayā
- کسی حکیم نہ عطار سے شفا ہوگیوصال حسن طرح دار سے شفا ہوگیkisī hakīm na attār se shifā hogīvisāl-e-husn tarah dār se shifā hogī
- میں نے کچھ اشعار جوں ہی آئنے پر دم کیےعکس تیرا لا دکھایا اس نے سر کو خم کیےmaiñ ne kuchh ash.ār jūñ hī ā.īne par dam kiyeaks terā lā dikhāyā us ne sar ko ḳham kiye
- وقت رخصت مری ماں نے مرا ماتھا چومامنزلوں نے تبھی بڑھ کر مرا تلوا چوماvaqt-e-ruḳhsat mirī māñ ne mirā māthā chūmāmanziloñ ne tabhī baṛh kar mirā talvā chūmā