Poet
Parveen Shaghaf
b. 1980
Poems
- آشنائی کا دم بھی بھرتے ہوہم کلامی سے اتنا ڈرتے ہوāshnā.ī kā dam bhī bharte hoham kalāmī se itnā ḍarte ho
- اب تلک ٹھہری ہوئی ہے زندگی اپنی جگہمجھ سے کب ہنس کر ملی ہے زندگی اپنی جگہab talak ṭhahrī huī hai zindagī apnī jagahmujh se kab hañs kar milī hai zindagī apnī jagah
- اس سے دامن کو چھڑانا بھی نہیں چاہتے ہماس قدر خود کو ستانا بھی نہیں چاہتے ہمus se dāman ko chhuṛānā bhī nahīñ chāhte hamis qadar ḳhud ko satānā bhī nahīñ chāhte ham
- ان کے آنے سے بدل جاتی ہے صورت میریایک آہٹ سے ہی بڑھ جاتی ہے نکہت میریun ke āne se badal jātī hai sūrat merīek āhaṭ se hī baṛh jātī hai nik.hat merī
- تمام رات مسلسل ایاغ چلتا رہادرون قلب مسلسل چراغ جلتا رہاtamām rāt musalsal ayāġh chaltā rahādarūn-e-qalb-e-musalsal charāġh jaltā rahā
- تو ہم سے مل تو تجھ کو حال دل اپنا سنا ڈالیںکہے تو جام میں خون جگر اپنا ملا ڈالیںto ham se mil to tujh ko hāl-e-dil apnā sunā ḍāleñkahe to jām meñ ḳhūn-e-jigar apnā milā ḍāleñ
- جو سوچتا ہے تو ویسا ہی حال تھوڑی ہےسمجھنا جھوٹ کو بھی سچ کمال تھوڑی ہےjo sochtā hai to vaisā hī hāl thoṛī haisamajhnā jhūṭ ko bhī sach kamāl thoṛī hai
- حد جنوں کے پار بھی جاتی رہی ہوں میںدامن سے اپنے آگ بجھاتی رہی ہوں میںhad-e-junūñ ke pār bhī jātī rahī hūñ maiñdāman se apne āg bujhātī rahī hūñ maiñ
- زندگی تیری آرزو کیا ہےمجھ میں اب تیری جستجو کیا ہےzindagī terī ārzū kyā haimujh meñ ab terī justujū kyā hai
- عشق میں ایسا اک مقام بھی ہوخامشی جس میں ہم کلام بھی ہوishq meñ aisā ik maqām bhī hoḳhāmushī jis meñ ham kalām bhī ho
- گو کسی کا پیار ہوں دستار ہوں ایمان ہوںاپنے گھر میں میں مگر بے کار سا سامان ہوںgo kisī kā pyār hūñ dastār hūñ īmān hūñapne ghar meñ maiñ magar be kār sā sāmān hūñ
- لب کو تیرے مے کشی دے جاؤں گیاور زباں کو شاعری دے جاؤں گیlab ko tere mai kashī de jā.ūñgīaur zabāñ ko shāyarī de jā.ūñgī