Poet
Partav Rohila
1932–2016
Poems
- اپنے مرکز پہ نہ پورا ہوا چکر میرااجنبی ہاتھ بدلتے رہے محور میراapne markaz pe na pūrā huā chakkar merāajnabī hāth badalte rahe mehvar merā
- اس دشت ہلاکت سے گزر کون کرے گابے امن خرابوں میں سفر کون کرے گاis dasht-e-halākat se guzar kaun karegābe amn ḳharāboñ meñ safar kaun karegā
- اس گرمئ بازار سے بڑھ کر نہیں کچھ بھیسچ جانیے دکان کے اندر نہیں کچھ بھیis garmī-e-bāzār se baṛh kar nahīñ kuchh bhīsach jāniye dukān ke andar nahīñ kuchh bhī
- حرص مال و منال میں کھویاہم نے فردا بھی حال میں کھویاhirs-e-māl-o-manāl meñ khoyāham ne fardā bhī hāl meñ khoyā
- ڈھلتی رات کہاں جاؤ گے بتلاؤ بابابھور بھئے تک اس کٹیا میں سو جاؤ باباḍhaltī rāt kahāñ jā.oge batlā.o bābābhūr bhue tak is kuṭiyā meñ so jā.o bābā
- میں جو صحرا میں کسی پیڑ کا سایا ہوتادل زدہ کوئی گھڑی بھر کو تو ٹھہرا ہوتاmaiñ jo sahrā meñ kisī peṛ kā sāyā hotādil zada koī ghaṛī bhar ko to ṭhahrā hotā
- وہ نہ پہچانے یہ خدشہ سا لگتا رہتا ہےرخ پہ اس کے نیا چہرہ سا لگا رہتا ہےvo na pahchāne ye ḳhadsha sā lagtā rahtā hairuḳh pe us ke nayā chehra sā lagā rahtā hai
- حسین کافوری انگلیوں میں سفید سگریٹ لیےوہ لڑکی کھڑی کھڑی اپنے شنگرفی نرم ہونٹوں سے یوں لگاتیhasīn kāfūrī ungliyoñ meñ safed sigreṭ liyevo laṛkī khaṛī khaṛī apne shangrafī narm honṭoñ se yūñ lagātī
- کوئی کپڑے پہ بوٹے کاڑھے کوئی پھول بنائےکوئی اپنا بالک پالے کوئی گھر کو سجائےkoī kapṛe pe būṭe kāṛhe koī phūl banā.ekoī apnā bālak pāle koī ghar ko sajā.e
- تمہیں یاد ہوگا کہ تم نے کہا تھاخوشی شادمانی کی کتنی بڑی اور حسیں سلطنت میرے زیر نگیں ہےtumheñ yād hogā ke tum ne kahā thāḳhushī shādmānī kī kitnī baṛī aur hasīñ saltanat mere zer-e-nagīñ hai
- چنانچہ سر شام ہم سب کسی خاندان فرنگی سے بہر ملاقات نکلےجامعہ میں حصول زر علم و دانش کو آئے ہوئے تھےchunāncheh sar-e-shām ham sab kisī ḳhāndān-e-farangī se bahr-e-mulāqāt niklejāmi.a meñ husūl-e-zar ilm-o-dānish ko ā.e hue the
- مرے پن کشن میں بہت سی پنیں ہیںاور اکثر پنیں اس میں ایسی ہیں جو دور انجانے ملکوںmire pan kushan meñ bahut sī pineñ haiñaur aksar pineñ is meñ aisī haiñ jo dūr anjāne mulkoñ
- وقت نے سب بھلا دیا پرتوؔعشق کیا شے ہے عاشقی کیا ہےvaqt ne sab bhulā diyā partauishq kyā shai hai āshiqī kyā hai