Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Osaama ameer

b. 1998

Poems

Meter
  1. apne tasavvurāt se āge nikal gayākal shab meñ kā.ināt se āge nikal gayā
  2. ek duniyā na.ī banā.eñgehū ba hū āp sī banā.eñge
  3. bāzār-e-kā.ināt meñ ye faisla huāyārān-e-ḳhush adā ho tamasḳhur ravā huā
  4. parī ke āne ke imkān bante jāte haiñye dasht sāre gulistān bante jāte haiñ
  5. jab raushnī chamkī to uṭhāyā sar-e-sāhilmiṭṭī ke pyāle meñ thā sonā sar-e-sāhil
  6. zehn merā qayās pahne huedil hai ḳhauf-o-hirās pahne hue
  7. zamīñ pe baiṭh ke be iḳhtiyār ḍhūñḍhtā hūñmaiñ āsmān kā gard-o-ġhubār ḍhūñḍhtā hūñ
  8. ajīb rāt thī vo rāt meñ nahīñ āyāke mere ḳhvāb tilismāt meñ nahīñ āyā
  9. kabhī kabhī maiñ unheñ dil meñ ān rakhtā hūñphir ek ḳhvāb meñ donoñ jahān rakhtā hūñ
  10. kitne asrār vāhime meñ haiñham ke masrūf khojne meñ haiñ
  11. maiñ ne sun rakhī hai sāhab ek kahānī dariyā kīshām kināre baiṭh ke ik din vo bhī zabānī dariyā kī