Poet
عنایت اللہ روشن بدایونی
Poems
- پڑی جو شعلۂ رخ پر نظر میں آگ لگیمثال طور جلا دل جگر میں آگ لگیpaṛī jo shola-e-ruḳh par nazar meñ āg lagīmisāl-e-tūr jalā dil jigar meñ āg lagī
- تری گلی میں ترے جاں نثار بیٹھے ہیںنگاہ لطف کے امیدوار بیٹھے ہیںtirī galī meñ tire jāñ nisār baiṭhe haiñnigāh-e-lutf ke umīdvār baiṭhe haiñ
- خدا کا شکر ادا صبح و شام کرتے ہیںجو خاص بندے ہیں وہ خاص کام کرتے ہیںḳhudā kā shukr adā sub.h-o-shām karte haiñjo ḳhās bande haiñ vo ḳhās kām karte haiñ
- دنیا میں ہم سا کوئی سراپا الم نہیںوہ دن ہی کون سا ہے کہ جو روز غم نہیںduniyā meñ ham sā koī sarāpā alam nahīñvo din hī kaun sā hai ke jo roz-e-ġham nahīñ
- زمیں کو سر پہ اٹھائے ہوئے نہ چل غافلاگر ہے ہوش تو ہشیار ہو سنبھل غافلzamīñ ko sar pe uṭhā.e hue na chal ġhāfilagar hai hosh to hushyār ho sambhal ġhāfil
- ستم فراق کے صدموں نے اے نگار کیاجگر کو خون کیا دل کو داغدار کیاsitam firāq ke sadmoñ ne ai nigār kiyājigar ko ḳhūn kyā dil ko dāġhdār kyā
- کس بزم میں شمع تو نہیں ہےکس جا تری گفتگو نہیں ہےkis bazm meñ sham.a to nahīñ haikis jā tirī guftugū nahīñ hai
- کیفیت دل اور ہے احوال جگر اوراک درد کی صورت ہے ادھر اور ادھر اورkaifiyat-e-dil aur hai ahvāl jigar aurik dard kī sūrat hai idhar aur idhar aur
- مال کچھ شے ہے نہ کچھ صاحب ساماں ہوناباعث فخر ہے انسان کو انساں ہوناmāl kuchh shai hai na kuchh sāhab-e-sāmāñ honābā.is-e-faḳhr hai insān ko insāñ honā
- وصل میں خوش کبھی دل ہجر میں جلتے دیکھارنگ نیرنگ جہاں سے یہ بدلتے دیکھاvasl meñ ḳhush kabhī dil hijr meñ jalte dekhārang-e-nairang-e-jahāñ se ye badalte dekhā
- ہر ایک کا حامی وہ مصیبت میں ہوا ہےجس کا کوئی دنیا میں نہیں اس کا خدا ہےhar ek kā hāmī vo musībat meñ huā haijis kā koī duniyā meñ nahīñ us kā ḳhudā hai