Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Nadeem Mahir

b. 1970

Poems

Meter
  1. ānkhoñ se manāzir kā tasalsul nahīñ ṭūṭāmaiñ luṭ gayā par terā taġhāful nahīñ ṭūṭā
  2. ek ḳhauf-o-hirās pānī meñsāre manzar udās pānī meñ
  3. bām-o-dar par reñgtī parchhā.iyāñmujh se ab mānūs haiñ tanhā.iyāñ
  4. tirī yādoñ kī naqqāshī khurach kar pheñk ā.e haiñjhulastī ret par ham ik samundar pheñk ā.e haiñ
  5. zaḳhmoñ ko kuredā hai to māzī nikal āyāsūkhe hue dariyā.oñ se pānī nikal āyā
  6. zamīn-o-āsmāñ kī sārī parateñ chīḳh uṭhtī haiñvo vāhid lam yazal hai sab dalīleñ chīḳh uṭhtī haiñ
  7. sūraj aur mahtāb bikharte jāte haiñjīne ke asbāb bikharte jāte haiñ
  8. girte girte sambhal rahā hūñ maiñdastaras se nikal rahā hūñ maiñ
  9. gard-o-ġhubār yūñ baṛhā chehra bikhar gayāmalbūs thā maiñ jis meñ labāda bikhar gayā
  10. ham buzurgoñ kī ān chhoṛ ā.eḳhāndānī makān chhoṛ ā.e