Poet
Nadeem Mahir
b. 1970
Poems
- آنکھوں سے مناظر کا تسلسل نہیں ٹوٹامیں لٹ گیا پر تیرا تغافل نہیں ٹوٹاānkhoñ se manāzir kā tasalsul nahīñ ṭūṭāmaiñ luṭ gayā par terā taġhāful nahīñ ṭūṭā
- ایک خوف و ہراس پانی میںسارے منظر اداس پانی میںek ḳhauf-o-hirās pānī meñsāre manzar udās pānī meñ
- بام و در پر رینگتی پرچھائیاںمجھ سے اب مانوس ہیں تنہائیاںbām-o-dar par reñgtī parchhā.iyāñmujh se ab mānūs haiñ tanhā.iyāñ
- تری یادوں کی نقاشی کھرچ کر پھینک آئے ہیںجھلستی ریت پر ہم اک سمندر پھینک آئے ہیںtirī yādoñ kī naqqāshī khurach kar pheñk ā.e haiñjhulastī ret par ham ik samundar pheñk ā.e haiñ
- زخموں کو کریدا ہے تو ماضی نکل آیاسوکھے ہوئے دریاؤں سے پانی نکل آیاzaḳhmoñ ko kuredā hai to māzī nikal āyāsūkhe hue dariyā.oñ se pānī nikal āyā
- زمین و آسماں کی ساری پرتیں چیخ اٹھتی ہیںوہ واحد لم یزل ہے سب دلیلیں چیخ اٹھتی ہیںzamīn-o-āsmāñ kī sārī parateñ chīḳh uṭhtī haiñvo vāhid lam yazal hai sab dalīleñ chīḳh uṭhtī haiñ
- سورج اور مہتاب بکھرتے جاتے ہیںجینے کے اسباب بکھرتے جاتے ہیںsūraj aur mahtāb bikharte jāte haiñjīne ke asbāb bikharte jāte haiñ
- گرتے گرتے سنبھل رہا ہوں میںدسترس سے نکل رہا ہوں میںgirte girte sambhal rahā hūñ maiñdastaras se nikal rahā hūñ maiñ
- گرد و غبار یوں بڑھا چہرہ بکھر گیاملبوس تھا میں جس میں لبادہ بکھر گیاgard-o-ġhubār yūñ baṛhā chehra bikhar gayāmalbūs thā maiñ jis meñ labāda bikhar gayā
- ہم بزرگوں کی آن چھوڑ آئےخاندانی مکان چھوڑ آئےham buzurgoñ kī ān chhoṛ ā.eḳhāndānī makān chhoṛ ā.e