Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Mushafi Ghulam Hamdani

غلام علی ہمدانی مصحفی

1751–1824Born in AmrohaDied in Lucknow

Ghulam Hamdani, who wrote as Mushafi, was a ghazal poet whose style took shape in Delhi before he moved to Lucknow in the reign of Asaf-ud-Daula. His verse joins the Delhi manner with that of Lucknow, and he is remembered for his poetic contests with Insha. He left several Urdu divans, a Persian divan and three tazkiras of poets, among them Tazkira-e-Hindi.

Writes about

  • Love
  • Beauty
  • Pathos
  • Mysticism

Poems

  1. ye jo apne hāth meñ dāman sambhāle jāte haiñpīchhe pīchhe un ke, un par marne vāle jāte haiñ
  2. ye dil vo shīsha hai jhamke hai vo parī jis meñbharā hai mau.e ba mū sehr sāmrī jis meñ
  3. ye dam is ke vaqt-e-ruḳhsat ba sad iztirāb ulṭāke ba sū-e-dil mizha se vahīñ ḳhūn-e-nāb ulṭā
  4. apnā rafīq-o-āshnā ġhair-e-ḳhudā koī nahīñranj-o-mehan meñ ġham zidā ġhair-e-ḳhudā koī nahīñ
  5. ai ishq terī ab ke vo tāsīr kyā huīshor-e-junūñ kidhar gayā zanjīr kyā huī
  6. bachā gar nāz se to us ko phir andāz se mārākoī andāz se mārā to koī nāz se mārā
  7. tire muñh chhupāte hī phir mujhe ḳhabar apnī kuchh na zarī rahīna firāq thā na visāl thā rahī ik to be ḳhabarī rahī
  8. tum garm mile ham se na sarmā ke dinoñ meñpesh ā.e ba garmī bhī to garmā ke dinoñ meñ
  9. dekh kar ik jalve ko tere gar hī paṛā be ḳhud ho mūsāin ānkhoñ ke sadqe jā.ūñ jo haiñ har dam mahv-e-tamāshā
  10. sarāsar ḳhajlat-o-sharmindagī haihamārī bhī bhalā kyā zindagī hai
  11. sau bār tum to sāmne ā kar chale ga.edhokā sā ek ham ko dikhā kar chale ga.e
  12. kal patang us ne jo bāzār se mangvā bhejāsāda mānjhe kā use māh ne golā bhejā
  13. kaun is bāġh se ai bād-e-sabā jātā hairang-e-ruḳhsār se phūloñ ke uṛā jātā hai
  14. kahīñ maġhz us ke maiñ sub.h dam tirī bū-e-zulf-e-rasā ga.ītire kūche se jo chaman talak gul uṛātī ḳhāk sabā ga.ī
  15. khaṛā na sun ke sadā merī ek yār rahāmaiñ rahravān-e-adam ko bahut pukār rahā
  16. kyā chamke ab faqat mirī nāle kī shāyarīis ahd meñ hai teġh kī bhāle kī shāyarī
  17. miyāñ sabr āzmā.ī ho chukī basmilo ab be vafā.ī ho chukī bas
  18. mīr kyā chīz hai saudā kyā haimujh ko un logoñ kī parvā kyā hai
  19. na pyāre ūpar ūpar māl har sub.h masā chakhohamāre pās bhī ik rāt to so kar mazā chakho
  20. nahīñ kartī asar fariyād merīkoī kis tarah deve dād merī
  21. va.adoñ hī pe har roz mirī jān na ṭālohai e.id kā din ab to gale ham ko lagā lo
  22. غزل کہنے کا کس کو ڈھب رہا ہے
  23. har roz hameñ ghar se sahrā ko nikal jānākhetoñ kā maza lenā jangal ko nikal jānā