Poet
مردان علی خاں رانا
Poems
- باشندے حقیقت میں ہیں ہم ملک بقا کےکچھ روز سے میہمان ہیں اس دار فنا کےbāshinde haqīqat meñ haiñ ham mulk-e-baqā kekuchh roz se mehmān haiñ is dār-e-fanā ke
- پسے ہیں دل زیادہ تر حنا سےچلا دو گام بھی جب وہ ادا سےpise haiñ dil ziyāda tar hinā sechalā do gām bhī jab vo adā se
- تیغ نگہ دیدۂ خوں خار نکالیکیوں آپ نے عشاق پہ تلوار نکالیteġh-e-nigah-e-dīda-e-ḳhūñ ḳhār nikālīkyūñ āp ne ushshāq pe talvār nikālī
- جس کو سب کہتے ہیں سمندر ہےقطرۂ اشک دیدۂ تر ہےjis ko sab kahte haiñ samundar haiqatra-e-ashk-e-dīda-e-tar hai
- کر چکا قید سے جس وقت کہ آزاد مجھےہاتھ ملتا ہی رہا دیکھ کے صیاد مجھےkar chukā qaid se jis vaqt ke āzād mujhehāth miltā hī rahā dekh ke sayyād mujhe
- گئی جو طفلی تو پھر عالم شباب آیاگیا شباب تو اب موسم خضاب آیاga.ī jo tiflī to phir ālam-e-shabāb āyāgayā shabāb to ab mausam-e-ḳhizāb āyā
- گئی فصل بہار گلشن سےبلبلوں اڑ چلو نشیمن سےga.ī fasl-e-bahār-e-gulshan sebulbuloñ uṛ chalo nasheman se
- لے قضا احسان تجھ پر کر چلےہم ترے آنے سے پہلے مر چلےle qazā ehsān tujh par kar chaleham tire āne se pahle mar chale
- واہ کیا حسن کیسا جوبن ہےکیسی ابرو ہیں کیسی چتون ہےvāh kyā husn kaisā joban haikaisī abrū haiñ kaisī chitvan hai
- وہ مسیحا قبر پر آتا رہامیں موے پر روز جی جاتا رہاvo masīhā qabr par ātā rahāmaiñ mūe par roz jī jātā rahā