Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

ممنون نظام الدین

Poems

Meter
  1. tujhe kuchh yād hai pahlā vo ālam ishq pinhāñ kāshigāf-e-parda se kyā thā ishāra chashm-e-fattāñ kā
  2. tujhe naqsh-e-hastī miṭāyā to dekhājo parda thā hā.il uṭhāyā to dekhā
  3. jo ba.ad-e-marg bhī dil ko rahī kanār meñ jātū so chukā meñ farāġhat se bas mazār meñ jā
  4. jhukī nigah meñ hai ḍhab pursish-e-nihānī kāhayā meñ zor diyā rang mehrbānī kā
  5. rakhe hai rang kuchh sāqī sharāb-e-nāb ātish kāmuqattir kyā kiyā le kar gul-e-shādāb ātish kā
  6. kab gul hai havā ḳhvāh sabā apne chaman kāvā jumbish dam se hai rafū zaḳhm-e-kuhan kā
  7. kal vasl meñ bhī nīnd na ā.ī tamām shabek ek bāt par thī laṛā.ī tamām shab
  8. khā ke kal ho pech-o-tāb uṭhā jo dil se nāla thājā ke gardūñ pe chamaktā shola-e-javvāla thā
  9. gumāñ na kyūñke karūñ tujh pe dil churāne kājhukā ke ānkh sabab kyā hai muskurāne kā
  10. nūr-e-mah ko shab-e-tah abr-e-tunuk kyā lāf thābāl is mukhṛe se uṭh jāte to matla.a sāf thā
  11. har harf-e-ārzū pe kare thā vo yār bahsek ek bāt par thī use shab hazār bahs
  12. tire bīmār kī shāyad vidā-e-jān hai tan sejanāze kī vagarna vāñ hai tayyārī kā kyā bā.is
  13. rahe hai rūkash nashtar har ābla dil kāye hausla hai koī balbe hausla dil kā
  14. koī hamdard na hamdam na yagāna apnārūbarū kis ke kahīñ ham ye fasānā apnā