Poet
مختار صدیقی
Poems
- آخر دل کی پرانی لگن کر کے ہی رہے گی فقیر ہمیںہر رت آتے جاتے پائے ایک ہی شے کا اسیر ہمیںāḳhir dil kī purānī lagan kar ke hī rahegī faqīr hameñhar rut āte jāte pā.e ek hī shai kā asīr hameñ
- بستیاں کیسے نہ ممنون ہوں دیوانوں کیوسعتیں ان میں وہی لائے ہیں ویرانوں کیbastiyāñ kaise na mamnūn hūñ dīvānoñ kīvusateñ un meñ vahī lā.e haiñ vīrānoñ kī
- پھر بہار آئی ہے پھر جوش میں سودا ہوگازخم دیرینہ سے پھر خون ٹپکتا ہوگاphir bahār ā.ī hai phir josh meñ saudā hogāzaḳhm derīna se phir ḳhūn ṭapaktā hogā
- ترے جلوے تیرے حجاب کو میری حیرتوں سے نمو ملیکہ تھا شب سے دن کبھی تیرہ تر کبھی شب ہی آئنہ رو ملیtire jalve tere hijāb ko merī hairatoñ se numū milīke thā shab se din kabhī tīra tar kabhī shab hī ā.īna ro milī
- تھی تو سہی پر آج سے پہلے ایسی حقیر فقیر نہ تھیدل کی شرافت ذہن کی جودت اتنی بڑی تقصیر نہ تھیthī to sahī par āj se pahle aisī haqīr faqīr na thīdil kī sharāfat zehn kī jaudat itnī baṛī taqsīr na thī
- رات کے بعد وہ صبح کہاں ہے دن کے بعد وہ شام کہاںجو آشفتہ سری ہے مقدر اس میں قید مقام کہاںrāt ke ba.ad vo sub.h kahāñ hai din ke ba.ad vo shām kahāñjo āshufta sirī hai muqaddar is meñ qaid-e-maqām kahāñ
- شوخ تھے رنگ ہر اک دور میں افسانوں کےدل دھڑکتے ہی رہے آس میں انسانوں کےshoḳh the rang har ik daur meñ afsānoñ kedil dhaṛakte hī rahe ās meñ insānoñ ke
- کی شب حشر مری شام جوانی تم نےچھیڑی کس دور کی کس وقت کہانی تم نےkī shab-e-hashr mirī shām-e-javānī tum nechheṛī kis daur kī kis vaqt kahānī tum ne
- موت کو زیست ترستی ہے یہاںموت ہی کون سی سستی ہے یہاںmaut ko zīst tarastī hai yahāñmaut hī kaun sī sastī hai yahāñ
- نور سحر کہاں ہے اگر شام غم گئیکب التفات تھا کہ جو خوئے ستم گئیnūr-e-sahar kahāñ hai agar shām-e-ġham ga.īkab iltifāt thā ke jo ḳhū-e-sitam ga.ī
- وہی اک پکار وہی فغاں مری مہر دیدہ و لب میں ہےہے کراہ جو شب و روز کی جو فضا کے شور و شغب میں ہےvahī ik pukār vahī fuġhāñ mirī mehr dīda-o-lab meñ haihai karāh jo shab-o-roz kī jo fazā ke shor-o-shaġhab meñ hai