Poet
میرزا الطاف حسین عالم لکھنوی
Poems
- آپ دل کھول کر بیداد پہ بیداد کریںاور ہم ضبط سے لیں کام نہ فریاد کریںāp dil khol kar bedād pe bedād kareñaur ham zabt se leñ kām na fariyād kareñ
- آخر نہ چلی کوئی بھی تدبیر ہماریبن بن کے بگڑنے لگی تقدیر ہماریāḳhir na chalī koī bhī tadbīr hamārīban ban ke bigaṛne lagī taqdīr hamārī
- اچھا ہوا یہ وقت تو آنا ضرور تھامدت سے کش مکش میں دل ناصبور تھاachchhā huā ye vaqt to ānā zarūr thāmuddat se kash-e-maksh meñ dil nāsabūr thā
- الفت عارض لیلیٰ میں پریشاں نکلاقیس مانند سحر چاک گریباں نکلاulfat āriz-e-lailā meñ pareshāñ niklāqais mānind-e-sahar chāk-e-garebāñ niklā
- ختم ہوگا اب سفر پیش نظر ہے روئے دوستآ رہی ہے آج کی منزل سے مجھ کو بوئے دوستḳhatm hogā ab safar pesh-e-nazar hai rū-e-dostā rahī hai āj kī manzil se mujh ko bū-e-dost
- داد ملتی نظر اہل نظر سے پہلےموت آتی جو کہیں دل کو جگر سے پہلےdād miltī nazar ahl-e-nazar se pahlemaut ātī jo kahīñ dil ko jigar se pahle
- دنیائے غم کو زیر و زبر کر سکے تو کررحمت کی مجھ پہ ایک نظر کر سکے تو کرduniyā-e-ġham ko zer-o-zabar kar sake to karrahmat kī mujh pe ek nazar kar sake to kar
- سر و گردن کی جدائی دیکھوتیغ قاتل کی صفائی دیکھوsar-o-gardan kī judā.ī dekhoteġh-e-qātil kī safā.ī dekho
- شام تکلیف کی دنیا میں سحر ہو تو سہیہائے کم بخت کہیں درد جگر ہو تو سہیshām taklīf kī duniyā meñ sahar ho to sahīhā.e kam baḳht kahīñ dard-e-jigar ho to sahī
- کسی حسرت زدہ نے خود کشی منظور کی دل سےصدا لبیک کی سن کر زمین کوئے قاتل سےkisī hasrat zada ne ḳhud kashī manzūr kī dil sesadā labbaik kī sun kar zamīn-e-kū-e-qātil se
- کہنا نہ مانا کوچۂ قاتل میں رہ گیااچھا ہوا جو دل کسی مشکل میں رہ گیاkahnā na mānā kūcha-e-qātil meñ rah gayāachchhā huā jo dil kisī mushkil meñ rah gayā
- گھر کے گھبراتے نہ تھے ہجر کے آزاروں میںجب کہ طاقت تھی کبھی آپ کے بیماروں میںghar ke ghabrāte na the hijr ke āzāroñ meñjab ke tāqat thī kabhī āp ke bīmāroñ meñ
- لیجئے ختم ہوا گردش تقدیر کا رنگآئیے دیکھیے مٹتی ہوئی تصویر کا رنگlījiye ḳhatm huā gardish-e-taqdīr kā rangā.iye dekhiye miṭṭī huī tasvīr kā rang
- میان سے تیرا اگر خنجر نکل کر رہ گیامیرے بھی دل میں بڑا ارماں ستم گر رہ گیاmiyān se terā agar ḳhanjar nikal kar rah gayāmere bhī dil meñ baṛā armāñ sitam gar rah gayā
- میں شمع بزم عالم امکاں کیا گیاانسانیت کو دیکھ کے انساں کیا گیاmaiñ sham-e-bazm-e-ālam-e-imkāñ kiyā gayāinsāniyat ko dekh ke insāñ kiyā gayā
- نوح کا طوفان اک آنسو سے برپا کیجئےجی میں آتا ہے کہ اب قطرہ کو دریا کیجئےnūh kā tūfān ik ānsū se barpā kījiyejī meñ ātā hai ke ab qatra ko dariyā kījiye
- نہ فلک ہوگا نہ یہ کوچۂ قاتل ہوگامرے کہنے میں کسی دن جو مرا دل ہوگاna falak hogā na ye kūcha-e-qātil hogāmire kahne meñ kisī din jo mirā dil hogā
- ہو چکا جو کہ مقدر میں تھا درماں ہونااب ترے ہاتھ ہے مشکل مری آساں ہوناho chukā jo ke muqaddar meñ thā darmāñ honāab tire hāth hai mushkil mirī āsāñ honā
- جور زمیں نہ تھا ستم آسماں نہ تھاوہ بھی تھا وقت جب کہ غم دو جہاں نہ تھاjaur-e-zamīñ na thā sitam āsmāñ na thāvo bhī thā vaqt jab ke ġham-e-do jahāñ na thā
- نظم اتحاد
- ہجر کی راتیں