Poet
Madhu Madhuman
Poems
- پل خوشی کے تو کبھی آنکھ میں پانی دے گاوقت ہر روز نئی ایک کہانی دے گاpal ḳhushī ke to kabhī ānkh meñ pānī degāvaqt har roz na.ī ek kahānī degā
- پہاڑوں سے راہ سفر پر اکیلےنکلتے ہیں دریا سراسر اکیلےpahāṛoñ se rāh-e-safar par akelenikalte haiñ dariyā sarāsar akele
- پیرہن جسم پہ اور منہ میں نوالا ہوتاکاش ہر شخص کے آنگن میں اجالا ہوتاpairahan jism pe aur muñh meñ nauillā hotākāsh har shaḳhs ke āngan meñ ujālā hotā
- چمن سے خوشبوؤں کا استعارہ لے گیا کوئیہمارے گلستاں سے رنگ سارا لے گیا کوئیchaman se ḳhushbūoñ kā isti.āra le gayā koīhamāre gulsitāñ se rang sārā le gayā koī
- کچھ اس قدر طویل تھا وہ دور انتظار کاکہ رفتہ رفتہ بجھ گیا چراغ دل میں پیار کاkuchh is qadar tavīl thā vo dūr intizār kāke rafta rafta bujh gayā charāġh-e-dil meñ pyār kā
- کسی کی خامیوں کا تذکرہ نہیں کرتےیوں اپنے آپ کو چھوٹا کیا نہیں کرتےkisī kī ḳhāmiyoñ kā tazkira nahīñ karteyūñ apne āp ko chhoṭā kiyā nahīñ karte
- ماضی کے گلستاں میں جب لے چلیں گی آنکھیںلمحوں کی خوشبوؤں سے مہکا کریں گی آنکھیںmāzī ke gulsitāñ meñ jab le chaleñgī ānkheñlamhoñ kī ḳhushbūoñ se mahkā kareñgī ānkheñ
- ہم نے خود کو کبھی بیزار نہیں ہونے دیااپنی امید کو مسمار نہیں ہونے دیاham ne ḳhud ko kabhī bezār nahīñ hone diyāapnī ummīd ko mismār nahīñ hone diyā