Poet
Madhav Noor
Poems
- احوال رنج بزم میں کہنا محال ہےکہتے ہیں خوب شعر کہا ہے کمال ہےahvāl ranj bazm meñ kahnā muhāl haikahte haiñ ḳhūb sher kahā hai kamāl hai
- اسی لیے ہیں یہاں وسوسے بہت سارےمری زبان پہ ہیں ذائقے بہت سارےisī liye haiñ yahāñ vasvase bahut sāremirī zabān pe haiñ zā.iqe bahut sāre
- جب تک یہ گھر میں قید تھی کتنا سکون تھااب ساتھ ساتھ چلتی ہے تنہائیاں مریjab tak ye ghar meñ qaid thī kitnā sukūn thāab sāth sāth chaltī hai tanhā.iyāñ mirī
- دیکھ کر پورے تماشے کو ہی گھر جائیں گےتری دنیا میں چند اک روز ٹھہر جائیں گےdekh kar pūre tamāshe ko hī ghar jā.eñgetirī duniyā meñ chand ik roz-e-ṭhahar jā.eñge
- گویا لٹوں کی ڈور سے باندھا ہوا ہے چانددیکھو سیاہ زلف میں کیسے پھنسا ہے چاندgoyā laṭoñ kī ḍor se bāñdhā huā hai chānddekho siyāh zulf meñ kaise phañsā hai chānd
- میں انجان تھا جن سے ایسے جذبوں کی پہچان ہوئینورؔ بنا جو قوس قزح تو رنگوں کی پہچان ہوئیmaiñ anjān thā jin se aise jazboñ kī pahchān huīnūr banā jo qaus-e-quzah to rangoñ kī pahchān huī
- ہے جما خون رگوں میں کہ رواں کچھ بھی نہیںتم سے یہ کس نے کہا ہے کہ وہاں کچھ بھی نہیںhai jamā ḳhūn ragoñ meñ ke ravāñ kuchh bhī nahīñtum se ye kis ne kahā hai ke vahāñ kuchh bhī nahīñ