Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Kaleem Jazil

b. 1992

Poems

Meter
  1. ānkhoñ meñ intizār kī ghaṛiyāñ liye huebaiṭhā hūñ dil meñ kitne hī armāñ liye hue
  2. abhī latāfat urdū zabān bāqī haivo bānkpan vo kalām-o-bayān bāqī hai
  3. chaman kī tāzgī phūloñ kī dilkashī le kartire dayār meñ āyā hūñ zindagī le kar
  4. mastī bharī vo shām suhānī uṭhā ke lājā maikade se merī javānī uṭhā ke lā
  5. na ye badlā na vo badlā na ye dil kā jahāñ badlāagar badlā yahāñ kuchh to faqat vo mehrbāñ badlā
  6. ye sahrā-e-mohabbat hai yahāñ sāya nahīñ koīguzarte jā rahe haiñ sab magar ruktā nahīñ koī