Poet
Kaleem Jazil
b. 1992
Poems
- آنکھوں میں انتظار کی گھڑیاں لیے ہوئےبیٹھا ہوں دل میں کتنے ہی ارماں لئے ہوئےānkhoñ meñ intizār kī ghaṛiyāñ liye huebaiṭhā hūñ dil meñ kitne hī armāñ liye hue
- ابھی لطافت اردو زبان باقی ہےوہ بانکپن وہ کلام و بیان باقی ہےabhī latāfat urdū zabān bāqī haivo bānkpan vo kalām-o-bayān bāqī hai
- چمن کی تازگی پھولوں کی دلکشی لے کرترے دیار میں آیا ہوں زندگی لے کرchaman kī tāzgī phūloñ kī dilkashī le kartire dayār meñ āyā hūñ zindagī le kar
- مستی بھری وہ شام سہانی اٹھا کے لاجا میکدے سے میری جوانی اٹھا کے لاmastī bharī vo shām suhānī uṭhā ke lājā maikade se merī javānī uṭhā ke lā
- نہ یہ بدلا نہ وہ بدلا نہ یہ دل کا جہاں بدلااگر بدلا یہاں کچھ تو فقط وہ مہرباں بدلاna ye badlā na vo badlā na ye dil kā jahāñ badlāagar badlā yahāñ kuchh to faqat vo mehrbāñ badlā
- یہ صحرائے محبت ہے یہاں سایہ نہیں کوئیگزرتے جا رہے ہیں سب مگر رکتا نہیں کوئیye sahrā-e-mohabbat hai yahāñ sāya nahīñ koīguzarte jā rahe haiñ sab magar ruktā nahīñ koī