Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Kaif Uddin Khan

b. 2000

Poems

Meter
  1. us ko firāq-e-yār kā matlab nahīñ patamatlab use bhī pyār kā matlab nahīñ pata
  2. bhale sukūt meñ ṭūṭe yā kū ba kū ṭūṭemaiñ chāhtā hūñ ke andar kī hā.o ho ṭūṭe
  3. pahle to ye lagā mujhe us pār gir ga.īphir yūñ huā ke mujh pe hī dīvār gir ga.ī
  4. hasīn ḳhvāb ke naqsh-o-nigār kyūñ ṭūṭeḳhilāf bā.is ta.abīr the so yūñ ṭūṭe
  5. kisī ke ba.ad ro kar kyā milegāmalāl-e-ishq hai ho kar rahegā
  6. vahm kī intihā hai kyā ya.anīmasnad zehn pe ḳhudā ya.anī
  7. yūñ talab gār ho gayā hai dilsamjho bīmār ho gayā hai dil