Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Jagdish Prakash

b. 1935

Poems

  1. ik purānī sharāb jaisā ishqmujh se ḳhāna ḳharāb jaisā ishq
  2. bāt kī bāt rahe bāt kā mafhūm raheaur taḳhayyul mirā tāza rahe ma.asūm rahe
  3. basārat kho ga.ī hai raushnī meñmaza āne lagā hai tīrgī meñ
  4. tirā ḳhayāl mujhe is tarah pukārtā haike mandiroñ meñ koī ārtī utārtā hai
  5. tumhārā zikr mirī dāstān ban baiṭhāmaiñ ek zarra thā aur āsmān ban baiṭhā
  6. jo bhī honā thā vo huā achchhātū hai achchhā tirā ḳhudā achchhā
  7. rāh ko āzmā ke dekho toik qadam phir baṛhā ke dekho to
  8. shāhrāheñ nahīñ ḍagar to haimanzileñ nā sahī safar to hai
  9. mirā vajūd mire etibār jaisā haikabhī visāl kabhī intizār jaisā hai
  10. mirī zindagī hai sarāb sī kabhī maujzan kabhī tishna damkabhī intizār kī dhūp sī kabhī qurbatoñ kā koī bharam
  11. maiñ ne sānsoñ se guftugū kī haisāth chalne kī ārzū kī hai