Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Jafar Abbas Safvi

b. 1938

Poems

Meter
  1. javānī kī umangoñ kā yahī anjām hai shāyadchale ā.o ke va.ade kī suhānī shām hai shāyad
  2. jo hasīñ husn-e-taġhāful se guzar jātā haichāhne vāloñ ke vo dil se utar jātā hai
  3. chale jā.iyegā mirī anjuman seye kyā sun hūñ tumhāre dahan se
  4. chaman meñ ḳhār hī kyā gul bhī dil figār milefareb-e-ḳhurda-e-rangīnī-e-bahār mile
  5. dasht meñ gulshan meñ har jā kī hai terī justujūab kahāñ le jā rahā hai ai fareb-e-rang-o-bū
  6. donoñ jahāñ ko zīnat-e-dāmāñ kiye huebaiṭhā hūñ dil meñ āp ko mehmāñ kiye hue
  7. ranj se vāqif ḳhushī se āshnā hone na dezindagī ko apne maqsad se judā hone na de
  8. kuchh aise ahl-e-nazar zer-e-āsmāñ guzreke jin ke farsh pe bhī arsh kā gumāñ guzre
  9. mohabbat kā fasāna ham se dohrāyā nahīñ jātābas ab ham se fareb-e-ārzū khāyā nahīñ jātā