Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Jaani Lakhnavi

b. 1998

Poems

Meter
  1. jazbāt ke qisse haiñ hunar lafz girī haipalkoñ pe sajā.ī hai jo ashkoñ kī laṛī hai
  2. chār sū raqs kunāñ hasrat-e-mismār ke sāthumr ḍhal jā.e tirī yād kī dīvār ke sāth
  3. ḳhayāl-e-husn-e-be misāl dastaras meñ ā gayāḳhudī pe iḳhtiyār merā pesh-o-pas meñ ā gayā
  4. qāfile luṭ ga.e sar nok-e-sināñ tak pahuñchejab bahāroñ ke talab gār ḳhizāñ tak pahuñche
  5. kuchh aise mahfil maiñ apnī jānib sabhī kā vo dhyān khīñchtā haibanā ijāzat ke jaise jismoñ se ik malak jān khīñchtā hai
  6. khelūñgā phir kabhī koī dā.o visāl parfilhāl munhasir hūñ maiñ apne malāl par
  7. nairangī-e-vahshat kī dhanak dekh rahe haiñṭūṭe hue tāre kī chamak dekh rahe haiñ