Poet
Hafiz Karnataki
b. 1964
Poems
- احمد ببلو بابو سلمیٰایک جماعت کے یہ بچےahmad biblo bābū salmīek jamā.at ke ye bachche
- بچو سرکس آیا ہےگھر گھر اس کا چرچا ہےbachcho sarkas āyā haighar ghar us kā charchā hai
- حضرت انساں کی خاطر ہی بنی ہے کہکشاںبچو لاکھوں سال پہلے سے سجی ہے کہکشاں
- درختوں پہ ہر دم چہکتے پرندےلبھاتے ہیں بچو رنگیلے پرندےdaraḳhtoñ pe har dam chahakte parindelubhāte haiñ bachcho rangīle parinde
- دو ایکا دوہو ہو ہوdo ekā doho ho ho
- راکٹ وزنی ہوتا ہےوزن خلا میں کھوتا ہےrākiṭ vaznī hotā haivazn ḳhalā meñ khotā hai
- سخاوت ہے نیکی کا اک بہتا دریاکہ بچو بخالت ہے خود جلتا صحراsaḳhāvat hai nekī kā ik bahtā dariyāke bachcho buḳhālat hai ḳhud jaltā sahrā
- سورج کے دم سے بچو دنیا میں ہے اجالاسورج نہ ہو تو چہرہ دنیا کا ہوگا کالاsūraj ke dam se bachcho duniyā meñ hai ujālāsūraj na ho to chehra duniyā kā hogā kālā
- شاعری کی دو صنفیں ہیں نظم و غزلاردو میں ان کی شہرت ہے بچو اٹلshāyarī kī do sinfeñ haiñ nazm-o-ġhazalurdū meñ un kī shohrat hai bachcho aṭal
- غذا سے توانائی تن کو ملےہیں لمبے توانائی کے سلسلےġhizā se tavānā.ī tan ko milehaiñ lambe tavānā.ī ke silsile
- فارسی عربی میں گونجی اس کی صداشان میں بادشاہوں کی لکھا گیاfārsī arabī meñ gūnjī us kī sadāshān meñ bādshāhoñ kī likhā gayā
- کچھ پیسوں کو جوڑو ابایس بی کھاتا کھولو ابkuchh paisoñ ko joṛo abais bī khātā kholo ab
- کم سے کم چار مصرعے ہیں قطعہ سنولطف لے لے کے اشعار اس کے پڑھوkam se kam chār misre haiñ qita sunolutf le le ke ash.ār us ke paṛho
- گاؤں میں شیر کا اک شکاری بھی تھاکھاتا تھا دشت کی وہ ہمیشہ ہواgā.oñ meñ sher kā ik shikārī bhī thākhātā thā dasht kī vo hamesha huā
- گرمی کا جو موسم آیاجلنے لگی پیڑوں کی چھایاgarmī kā jo mausam āyājalne lagī peṛoñ kī chhāyā
- لفظ مثنیٰ سے یہ جو میاں ہے بنیدو کے معنی کو ظاہر کرے مثنویlafz masnī se ye jo miyāñ hai banīdo ke ma.anī ko zāhir kare masnavī
- نظر کو لبھاتے ہیں پودوں کے منظرحسیں اور نازک ہیں پھولوں کے پیکرnazar ko lubhāte haiñ paudoñ ke manzarhasīñ aur nāzuk haiñ phūloñ ke paikar
- نظم جو مرنے والوں کے غم میں لکھیںاس کو ہم اے میاں مرثیہ ہی کہیںnazm jo marne vāloñ ke ġham meñ likheñus ko ham ai miyāñ marsiya hī kahīñ
- ہے رباعی ربع سے بچو سنوچار مصرعوں کو تم اس کے پہچان لوhai rubā.ī raba.a se bachcho sunochār misroñ ko tum us ke pahchān lo
- ہے غزل میں زندگی سے گفتگوکہتے ہیں اردو کی ہے یہ آبروhai ġhazal meñ zindagī se guftugūkahte haiñ urdū kī hai ye ābrū
- ہے کٹھن بچو یہ جیون کا سفرہے نہایت پر خطر اک اک ڈگرhai kaṭhin bachcho ye jīvan kā safarhai nihāyat pur ḳhatar ik ik ḍagar
- ہے کنارے یہ جمنا کے اک شاہکاردیکھنا چاندنی میں تم اس کی بہارhai kināre ye jamunā ke ik shāhkārdekhnā chāndnī meñ tum us kī bahār