Poet
Gautam Rajrishi
b. 1975
Poems
- اجلی اجلی برف کے نیچے پتھر نیلا نیلا ہےتیری یادوں میں یہ سرد دسمبر نیلا نیلا ہےujlī ujlī barf ke nīche patthar nīlā nīlā haiterī yādoñ meñ ye sard disambar nīlā nīlā hai
- اس بات کو ویسے تو چھپایا نہ گیا ہےسب کو یہ مگر راز بتایا نہ گیا ہےis bāt ko vaise to chhupāyā na gayā haisab ko ye magar rāz batāyā na gayā hai
- بات رک رک کر بڑھی پھر ہچکیوں میں آ گئیفون پر جو ہو نہ پائی چٹھیوں میں آ گئیbāt ruk ruk kar baṛhī phir hichkiyoñ meñ ā ga.īfon par jo ho na pā.ī chiṭṭhiyoñ meñ ā ga.ī
- بس گئی ہے رگ رگ میں بام و در کی خاموشیچیرتی سی جاتی ہے مجھ کو گھر کی خاموشیbas ga.ī hai rag rag meñ bām-o-dar kī ḳhāmoshīchīrtī sī jātī hai mujh ko ghar kī ḳhāmoshī
- خواب جو بھی بنا وہ بنا رہ گیاعمر بیتی مگر بچپنا رہ گیاḳhvāb jo bhī banā vo banā rah gayāumr bītī magar bachpanā rah gayā
- دھوپ لٹا کر امبر جب کنگال ہواچاند اگا کر پھر سے مالا مال ہواdhūp luṭā kar ambar jab kangāl huāchānd ugā kar phir se mālā māl huā
- دیکھ کر وحشت نگاہوں کی زباں بے چین ہےپھر سلگنے کو کوئی اک داستاں بے چین ہےdekh kar vahshat nigāhoñ kī zabāñ be chain haiphir sulagne ko koī ik dāstāñ be chain hai
- زندگی سے عمر بھر تک چلنے کا وعدہ کیااے مری کمبخت سانسو ہائے تم نے کیا کیاzindagī se umr bhar tak chalne kā va.ada kiyāai mirī kambaḳht sānso hā.e tum ne kyā kiyā
- ساحلوں پر اداسی رہیاک ندی پھر سے پیاسی رہیsāhiloñ par udāsī rahīik nadī phir se pyāsī rahī
- کہ اس سے پہلے خزاں کا شکار ہو جاؤںسجا لوں خود کو مکمل بہار ہو جاؤںke is se pahle ḳhizāñ kā shikār ho jā.ūñsajā lūñ ḳhud ko mukammal bahār ho jā.ūñ
- لمحہ گزر گیا ہے کہ عرصہ گزر گیاہے کون وو جو وقت کی سازش یے کر گیاlamha guzar gayā hai ke arsa guzar gayāhai kaun vo jo vaqt kī sāzish ye kar gayā
- وہ ٹکڑا رات کا بکھرا ہوا ساابھی تک دن پے ہے ٹھہرا ہوا ساvo ṭukṛā rāt kā bikhrā huā sāabhī tak din pe hai ṭhahrā huā sā
- ہوا جب کسی کی کہانی کہے ہےنئے موسموں کی زبانی کہے ہےhavā jab kisī kī kahānī kahe haina.e mausamoñ kī zabānī kahe hai
- ہیں جتنی پرتیں یہاں آسمان میں شاملسبھی ہوئیں مری حد کی اڑان میں شاملhaiñ jitnī parateñ yahāñ āsmān meñ shāmilsabhī huīñ mirī had kī uṛān meñ shāmil
- عشق ہوا جب ان کو پڑھتے دیکھا تھامیرؔ کی غزلیں دریا گنج کے سرکل پرishq huā jab un ko paṛhte dekhā thāmīr kī ġhazleñ dariyā ganj ke sarkil par