Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

G R Kanwal

b. 1935

Poems

Meter
  1. ajnabī rah guzar ke the hī nahīñham jidhar the idhar ke the hī nahīñ
  2. anā kī qaid se āzād ho kar kyūñ nahīñ ātājo bāhar hai vo mere dil ke andar kyūñ nahīñ ātā
  3. pahle ahbāb kī kahānī likhphir har ik lafz ke ma.ānī likh
  4. tujh se bichhṛe bhī to hālāt ne rone na diyādil shikan vaqt ke lamhāt ne rone na diyā
  5. jis kī buniyād ho javānī parder lagtī hai is kahānī par
  6. jahāñ meñ hūñ vahāñ hālāt kā manzar nahīñ badlāvahī haiñ chānd tāre rāt kā manzar nahīñ badlā
  7. darīcha ho ke dar uljhā huā haimirā to ghar kā ghar uljhā huā hai
  8. din mahīna sāl behtar ho gayārafta rafta hāl behtar ho gayā
  9. faqīrāna sadā ḳhāmosh kyūñ haiqalandar kī navā ḳhāmosh kyūñ hai
  10. ghar nahīñ rah guzar meñ rahtā haipā.oñ merā safar meñ rahtā hai
  11. māh kitne haiñ sāl kitne haiñhijr kitne visāl kitne haiñ
  12. na.e andāz se dīdār kar lūñ phir chale jānāmaiñ apnī rūh ko bedār kar lūñ phir chale jānā
  13. vo sitam gar jidhar gayā hogāik zamāna idhar gayā hogā
  14. ho navashta ye bhī jaise kātib-e-taqdīr kākāġhzī hai pairahan har paikar-e-tasvīr kā