Poet
Ejaz Haidar
b. 1963
Poems
- اب کوئی بات ملاقات پہ مت چھوڑیئے گاحال کہہ دیجے گا حالات پہ مت چھوڑیئے گاab koī bāt mulāqāt pe mat chhoṛiyegāhāl kah dīje gā hālāt pe mat chhoṛiyegā
- بات جھوٹی اثر خیالی ہےسرفروشی کا سر خیالی ہےbāt jhūṭī asar ḳhayālī haisarfaroshī kā sar ḳhayālī hai
- تاج میں ہو بھی سکتا ہےہیرا کھو بھی سکتا ہےtāj meñ ho bhī saktā haihīrā kho bhī saktā hai
- خوشی کی بات تھی لیکن مجھے رلا گئی ہےکہاں سے بات چلی تھی کہاں تک آ گئی ہےḳhushī kī bāt thī lekin mujhe rulā ga.ī haikahāñ se bāt chalī thī kahāñ tak ā ga.ī hai
- سستا رہا ہوں میں ابھی ہلکان تو نہیںیہ زندگی ہے اتنی بھی آسان تو نہیںsastā rahā hūñ maiñ abhī halkān to nahīñye zindagī hai itnī bhī āsān to nahīñ
- عجیب طرح کا اک غم ہے جاں سے لپٹا ہوابگولا جیسے کوئی بادباں سے لپٹا ہواajīb tarah kā ik ġham hai jāñ se lipṭā huābagūlā jaise koī bādbāñ se lipṭā huā
- گر نہیں کچھ بھی آپ سے ملناآپ سے پھر نہیں مجھے ملناgar nahīñ kuchh bhī āp se milnāāp se phir nahīñ mujhe milnā
- نئے برس بھی جو میلا لگایا جانا ہےگئے دنوں کو ہی اس میں بلایا جانا ہےna.e baras bhī jo mailā lagāyā jānā haiga.e dinoñ ko hī is meñ bulāyā jānā hai
- وہیں پہ غم ہے جہاں پر خوشی پڑی ہوئی ہےاور ان کے بیچ میں بھی دشمنی پڑی ہوئی ہےvahīñ pe ġham hai jahāñ par ḳhushī paṛī huī haiaur un ke bīch meñ bhī dushmanī paṛī huī hai
- ہجر پیہم ہے کیا کیا جائےمستقل غم ہے کیا کیا جائےhijr paiham hai kyā kyā jā.emustaqil ġham hai kyā kyā jā.e