Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ehtisham Hasan

b. 1969

Poems

Meter
  1. baiṭh kar ek ḍāl par filhālai parinde nikāl par filhāl
  2. parbat tire pahlū meñ agar khā.ī nahīñ haikāhe kī bulandī jahāñ gahrā.ī nahīñ hai
  3. sīdhe sādhe log the pahle ghar bhī sāda hotā thākamre kam hote the aur dālān kushāda hotā thā
  4. aqab meñ darmiyāñ aur sāmne vālī nashistoñ parjahāñ dekhā vahāñ the āp hī sārī nashistoñ par
  5. kahne lagā khulte hue darvāza havā seye pahlā ta.āruf hai mirā tāza havā se
  6. kahīñ charāġh bujhānā paṛā ke maiñ bhī hūñkahīñ pe ḳhud ko jalānā paṛā ke maiñ bhī hūñ
  7. marhabā dīda-e-mai nosh meñ āne vāleab tire rind nahīñ hosh meñ ā ne vāle
  8. mashvare par na kahīñ dhūp ke chalne lag jā.eñādmī mom baneñ aur pighalne lag jā.eñ
  9. hue jis ishq ke mahsūr jāne hī nahīñ detāhameñ ḳhud se ziyāda dūr jāne hī nahīñ detā
  10. yūñ samāyā hai ke ab sar se nikalne kā nahīñmaiñ jo chāhūñ bhī to ik ḍar se nikalne kā nahīñ