Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ehsaan Sabz

Poems

Meter
  1. bahs be kār kar rahā hūñ maiñjabr nāchār kar rahā hūñ maiñ
  2. tumhāre ba.ad tumhārā ḳhayāl āyā haimaiñ lā javāb hūñ kaisā savāl āyā hai
  3. zabāñ na hotī qalam na hotezamīñ na hotī qadam na hote
  4. safar meñ ham akele to nahīñ themohabbat thī jhamele to nahīñ the
  5. kaisī tanhā.ī hai nazāroñ meñsāns ruktā hai ḳhār zāroñ meñ
  6. kyūñ ḳhatā haiñ tire ausān mirī jān batāho na ho to hai pareshān mirī jān batā
  7. log parā.e ho jāte haiñnahīñ palaṭṭe jo jāte haiñ
  8. muskurānā chhoṛ deñdil lagānā chhoṛ deñ
  9. vahīñ par hūñ jahāñ ruktā rahā hūñmaiñ apne āp se uktā rahā hūñ