Poet
Ehsaan Sabz
Poems
- بحث بے کار کر رہا ہوں میںجبر ناچار کر رہا ہوں میںbahs be kār kar rahā hūñ maiñjabr nāchār kar rahā hūñ maiñ
- تمہارے بعد تمہارا خیال آیا ہےمیں لا جواب ہوں کیسا سوال آیا ہےtumhāre ba.ad tumhārā ḳhayāl āyā haimaiñ lā javāb hūñ kaisā savāl āyā hai
- زباں نہ ہوتی قلم نہ ہوتےزمیں نہ ہوتی قدم نہ ہوتےzabāñ na hotī qalam na hotezamīñ na hotī qadam na hote
- سفر میں ہم اکیلے تو نہیں تھےمحبت تھی جھمیلے تو نہیں تھےsafar meñ ham akele to nahīñ themohabbat thī jhamele to nahīñ the
- کیسی تنہائی ہے نظاروں میںسانس رکتا ہے خار زاروں میںkaisī tanhā.ī hai nazāroñ meñsāns ruktā hai ḳhār zāroñ meñ
- کیوں خطا ہیں ترے اوسان مری جان بتاہو نہ ہو تو ہے پریشان مری جان بتاkyūñ ḳhatā haiñ tire ausān mirī jān batāho na ho to hai pareshān mirī jān batā
- لوگ پرائے ہو جاتے ہیںنہیں پلٹتے جو جاتے ہیںlog parā.e ho jāte haiñnahīñ palaṭṭe jo jāte haiñ
- مسکرانا چھوڑ دیںدل لگانا چھوڑ دیںmuskurānā chhoṛ deñdil lagānā chhoṛ deñ
- وہیں پر ہوں جہاں رکتا رہا ہوںمیں اپنے آپ سے اکتا رہا ہوںvahīñ par hūñ jahāñ ruktā rahā hūñmaiñ apne āp se uktā rahā hūñ