Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Damodar Thakur Zaki

Poems

Meter
  1. un ke milne kā bazāhir to yaqīñ koī nahīñvo agar chāheñ koī shak hai nahīñ koī nahīñ
  2. buland zīst kā apnī vaqār ho na sakātirī nazar meñ mirā pyār pyār ho na sakā
  3. ālam-e-sajda hai merā ek ālam nūr kāsajda gah par merī dhokā ho rahā hai tūr kā
  4. le liyā va.ada un ke āne kāab muqaddar ġharīb ḳhāne kā
  5. nazar ban kar tajallī jalva gar haijahāñ be sāḳhta sajde meñ sar hai
  6. naqsh-e-qadam mile jo tire chal ke sar se hamaksar guzar ga.e haiñ tirī rah guzar se ham
  7. vo sāmne hūñ aur nazar ko ḳhabar na hobarbād is qadar bhī shuūr-e-nazar na ho
  8. ham rang-o-ham ḳhayāl mirā dil nahīñ rahāmaiñ dil ke aur dil mire qābil nahīñ rahā