Poet
Charagh Barelvi
b. 1988
Poems
- اس چشم اشک بار کی ضد رائیگاں تو ہومیری فصیل صبر کا کوئی نشاں تو ہوus chashm-e-ashk bār kī zid rā.īgāñ to homerī fasīl-e-sabr kā koī nishāñ to ho
- بے سبب چاک پر دھرے تھے ہمبنتے بنتے بھی کیا بنے تھے ہمbe sabab chāk par dhare the hambante bante bhī kyā bane the ham
- پیاس کو دریا رہا اور خاک کو صحرا رہااس کے معنی یہ ہوئے کے یہ سفر اچھا رہاpyās ko dariyā rahā aur ḳhāk ko sahrā rahāus ke ma.anī ye hue ke ye safar achchhā rahā
- جانے وہ چیز کیا تھی جو چمکی زمین پراجلے سے لوگ آ گرے میلی زمین پرjāne vo chīz kyā thī jo chamkī zamīn parujle se log ā gire mailī zamīn par
- جب تماشے کا نہ ہو چھوڑ کے آنے کا ملالکیوں ہو پھر کھیل کے آداب نبھانے کا ملالjab tamāshe kā na ho chhoṛ ke āne kā malālkyūñ ho phir khel ke ādāb nibhāne kā malāl
- خود اپنے پاؤں کے نیچے بھنور بناتا ہوںمیں اک سرائے کو ہر روز گھر بناتا ہوںḳhud apne pā.oñ ke nīche bhanvar banātā hūñmaiñ ik sarā.e ko har roz ghar banātā hūñ
- ڈوبتے وقت جو کچھ ہاتھ میں گوہر آئےسب کے سب ناخدا کے ہاتھ میں ہم دھر آئےḍūbte vaqt jo kuchh hāth meñ gauhar ā.esab ke sab nāḳhudā ke hāth meñ ham dhar ā.e
- راستے گھر تمام پتھر کےہر طرف تام جھام پتھر کےrāste ghar tamām patthar kehar taraf tām jhām patthar ke
- سچ چھپاتی رہی ہوا یعنیدشت کا حال اور تھا یعنیsach chhupātī rahī huā ya.anīdasht kā hāl aur thā ya.anī
- طے ہوا دن کہ کھلے شام کے بستر چلیےپاؤں کو حکم تھکن کا ہے کہ اب گھر چلیےtai huā din ke khule shām ke bistar chaliyepā.oñ ko hukm thakan kā hai ke ab ghar chaliye
- ہم کو رکھنی تھی سو اک چاک پہ رکھ دی مٹیکوزہ گر جانے کہ کس شکل ڈھلے گی مٹیham ko rakhnī thī so ik chāk pe rakh dī miṭṭīkūza gar jāne ke kis shakl ḍhalegī miṭṭī
- یوں بھی میرا بیاں الگ ہے کچھکیوں کہ میری زباں الگ ہے کچھyūñ bhī merā bayāñ alag hai kuchhkyūñ ke merī zabāñ alag hai kuchh