Poet
Chandra Parkash Shad
Poems
- افق سایہ سفر دھوکا قدم کرتببس اک ٹھوکر ہے اور یہ گرد زار شبufuq sāya safar dhokā qadam kartabbas ik ṭhokar hai aur ye gard zār-e-shab
- بدن کو اپنی بساط تک تو پسارنا تھاہر ایک شے کو لہو کے رستے گزارنا تھاbadan ko apnī bisāt tak to pasārnā thāhar ek shai ko lahū ke raste guzārnā thā
- پچھلے سفر کا عکس زیاں میرے سامنےسب بستیاں دھواں ہی دھواں میرے سامنےpichhle safar kā aks ziyāñ mere sāmnesab bastiyāñ dhuāñ hī dhuāñ mere sāmne
- دل سے اک آگ کی دیوار ابھرتی جائےزینہ زینہ شب تنہائی اترتی جائےdil se ik āg kī dīvār ubhartī jā.ezīna zīna shab-e-tanhā.ī utartī jā.e
- سبھی سمتوں کو ٹھکرا کر اڑی جائےکہاں تک جانے گرد گم رہی جائےsabhī samtoñ ko ṭhukrā kar uṛī jā.ekahāñ tak jāne gard-e-gum rahī jā.e
- کبھی ہوا نے کبھی اڑتے پتھروں نے کیاہمیں تو نشر عجب سی وضاحتوں نے کیاkabhī havā ne kabhī uṛte pattharoñ ne kiyāhameñ to nashr ajab sī vazāhtoñ ne kiyā
- کیسا وہ موسم تھا یہ تو سمجھ نہ پائے ہمشاخ سے جیسے پھل ٹوٹے کچھ یوں لہرائے ہمkaisā vo mausam thā ye to samajh na pā.e hamshāḳh se jaise phal ṭūṭe kuchh yūñ lahrā.e ham
- ہر اک امکان تک پسپائی ہے اپنیاور اس کے بعد صف آرائی ہے اپنیhar ik imkān tak paspā.ī hai apnīaur is ke ba.ad saf ārā.ī hai apnī