Poet
Chandni Pandey
b. 1974
Poems
- ایک مدت سے اسے دیکھا نہیںاب مگر کاجل مرا بہتا نہیںek muddat se use dekhā nahīñab magar kājal mirā bahtā nahīñ
- جلے چراغ بجھانے کی ضد نہیں کرتےاب آ گئے ہو تو جانے کی ضد نہیں کرتےjale charāġh bujhāne kī zid nahīñ karteab ā ga.e ho to jāne kī zid nahīñ karte
- ختم ہے بادل کی جب سے سائبانی دھوپ میںآگ ہوتی جا رہی ہے زندگانی دھوپ میںḳhatm hai bādal kī jab se sā.ibānī dhūp meñāg hotī jā rahī hai zindagānī dhūp meñ
- دکھوں کی جھیل نہیں ہے تو زندگی کیا ہےہر ایک آنکھ میں ہر وقت یہ نمی کیا ہےdukhoñ kī jhīl nahīñ hai to zindagī kyā haihar ek ānkh meñ har vaqt ye namī kyā hai
- زندگی کی یہی کہانی ہےسانس آنی ہے اور جانی ہےzindagī kī yahī kahānī haisāns ānī hai aur jānī hai
- عمر کے لمبے سفر سے تجربہ ایسا ملادھوپ جب بھی سر پہ آئی لاپتا سایہ ملاumr ke lambe safar se tajriba aisā milādhūp jab bhī sar pe ā.ī lāpatā sāya milā
- کھو گیا ہے جو اس کو کھونے دوپھر نیا خواب مجھ کو بونے دوkho gayā hai jo us ko khone dophir nayā ḳhvāb mujh ko bone do
- مجھے تلاش تھی جس کی وہی کبھی نہ ملیہر ایک چیز ملی ایک زندگی نہ ملیmujhe talāsh thī jis kī vahī kabhī na milīhar ek chīz milī ek zindagī na milī
- مسلسل تھی مری خانہ بدوشیبہت چبھتی رہی خانہ بدوشیmusalsal thī mirī ḳhāna badoshībahut chubhtī rahī ḳhāna badoshī
- مکدر ہی تھا کچھ ایسا ہماراسفر کٹتا رہا تنہا ہماراmukaddar hī thā kuchh aisā hamārāsafar kaṭṭā rahā tanhā hamārā
- نئی پوشاک پہنے ہے پرانے خواب کی حسرتمیں ہنس کر ٹال دیتی ہوں دل بیتاب کی حسرتna.ī poshāk pahne hai purāne ḳhvāb kī hasratmaiñ hañs kar ṭāl detī hūñ dil-e-betāb kī hasrat
- وہ کاش مان لیتا کبھی ہم سفر مجھےتو راستو کے پیچ کا ہوتا نہ ڈر مجھےvo kāsh mān letā kabhī ham safar mujhetū rāsto ke pech kā hotā na ḍar mujhe
- وہ ہوا ہی نہیں جو سوچا تھامیرا ہو کر بھی کب وہ میرا تھاvo huā hī nahīñ jo sochā thāmerā ho kar bhī kab vo merā thā
- ہمیں بربادیوں پہ مسکرانا خوب آتا ہےاندھیری رات میں دیپک جلانا خوب آتا ہےhameñ barbādiyoñ pe muskurānā ḳhūb ātā haiandherī rāt meñ dīpak jalānā ḳhūb ātā hai
- یہ محبت جو محبت سے کمائی ہوئی ہےآگ سینہ میں اسی نے تو لگائی ہوئی ہےye mohabbat jo mohabbat se kamā.ī huī haiāg sīna meñ usī ne to lagā.ī huī hai