Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Chander Wahid

b. 1958

Poems

Meter
  1. ab to ḳhvāboñ ke hī sahāre haiñye hī le de ke ab hamāre haiñ
  2. ehsās pe bojhal kuchh sadmāt kā qissa haiġham sirf taḳhayyul ke lamhāt kā qissa hai
  3. bāzār jahālat meñ suḳhan bech rahā hūñye gīt ye naġhmāt ye fan bech rahā hūñ
  4. din ḍhalā baṛhne lageñ parchhā.iyāñphir vahī ġham phir vahī tanhā.iyāñ
  5. sūrat utar na jā.e kahīñ māhtāb kīkah do ke bāt jhūṭ hai un ke shabāb kī
  6. lamha vo terī yād kā aise guzar gayājaise ke phūl shāḳh se ṭūṭā bikhar gayā
  7. mujh pe mizrāb to hai sāz kahāñ se lā.ūñdil meñ ghar karne ke andāz kahāñ se lā.ūñ
  8. merī rāhoñ meñ tire naqsh-e-qadam rahne demujh pe lillāh mahz itnā karam rahne de
  9. vo dekhne meñ faqat rāste kā patthar haihazār rāhburoñ se magar vo behtar hai
  10. yādoñ kā dard-e-dil meñ hai kuchh yūñ ubhār parjaise ugā hūñ nanhā sā paudā mazār par