Poet
Chand Akbarabadi
b. 1975
Poems
- اک ہوا ایسی چلی بگلے بھی کالے ہو گئےچاند کو سردی لگی سورج کو چھالے ہو گئےik huā aisī chalī bagle bhī kāle ho ga.echānd ko sardī lagī sūraj ko chhāle ho ga.e
- بازار ترے شہر کے بدنام بہت ہیںچھوٹی سی خوشی کے بھی یہاں دام بہت ہیںbāzār tire shahr ke badnām bahut haiñchhoṭī sī ḳhushī ke bhī yahāñ dām bahut haiñ
- برف میں خود کو بدل کر دیکھناپھر کسی سورج پہ چل کر دیکھناbarf meñ ḳhud ko badal kar dekhnāphir kisī sūraj pe chal kar dekhnā
- تو کاش ملے مجھ کو اکیلی تو بتاؤںسلجھے مری قسمت کی پہیلی تو بتاؤںtū kāsh mile mujh ko akelī to batā.ūñsuljhe mirī qismat kī pahelī to batā.ūñ
- جواب چیخ اٹھے ہیں سوال چیخ اٹھےکہیں پہ لفظ کہیں پر خیال چیخ اٹھےjavāb chīḳh uṭhe haiñ savāl chīḳh uṭhekahīñ pe lafz kahīñ par ḳhayāl chīḳh uṭhe
- جو تھی علاقے میں سب سے حسین بیچ آئےہم اپنے پرکھوں کی ساری زمین بیچ آئےjo thī ilāqe meñ sab se hasīn bech ā.eham apne purkhoñ kī sārī zamīn bech ā.e
- خستہ شکستہ جسم میں دھڑکن لئے ہوئےپھرتا ہوں اپنی روح کی کترن لئے ہوئےḳhasta shikasta jism meñ dhaṛkan liye huephirtā hūñ apnī rūh kī katran liye hue
- سراب صحرا میں پانی تلاش کرتا ہےوہ دلدلوں میں روانی تلاش کرتا ہےsarāb-e-sahrā meñ pānī talāsh kartā haivo daldaloñ meñ ravānī talāsh kartā hai
- طبیب ہو کے بھی دل کی دوا نہیں کرتےہم اپنے زخموں سے کوئی دغا نہیں کرتےtabīb ho ke bhī dil kī davā nahīñ karteham apne zaḳhmoñ se koī daġhā nahīñ karte
- غلطیاں اپنی نہ ہوں پھر بھی منانے کا ہنراتنا آسان نہیں خود کو مٹانے کا ہنرġhalatiyāñ apnī na hūñ phir bhī manāne kā hunaritnā āsān nahīñ ḳhud ko miṭāne kā hunar
- کبھی گناہوں کی مطلق کفن اتار کے آتو اجلی روح سے میلا بدن اتار کے آkabhī gunāhoñ kī mutlaq kafan utār ke ātū ujlī rūh se mailā badan utār ke ā
- نہ پوچھ ہم سے ہماری اڑان چھوڑ نہ یاربڑی طویل ہے یہ داستان چھوڑ نہ یارna pūchh ham se hamārī uṛān chhoṛ na yārbaṛī tavīl hai ye dāstān chhoṛ na yār
- یہ تصور کا وار جھوٹا ہےخواب جھوٹے ہیں سار جھوٹا ہےye tasavvur kā vār jhūṭā haiḳhvāb jhūṭe haiñ sār jhūṭā hai