Poet
Aalok Shrivastav
b. 1971
Poems
- اگر سفر میں مرے ساتھ میرا یار چلےطواف کرتا ہوا موسم بہار چلےagar safar meñ mire sāth merā yār chaletavāf kartā huā mausam-e-bahār chale
- تو وفا کر کے بھول جا مجھ کواب ذرا یوں بھی آزما مجھ کوtū vafā kar ke bhūl jā mujh koab zarā yūñ bhī āzmā mujh ko
- ٹھیک ہوا جو بک گئے سینک مٹھی بھر دیناروں میںویسے بھی تو زنگ لگا تھا پشتینی ہتھیاروں میںṭhīk huā jo bik ga.e saink muṭṭhī bhar dīnāroñ meñvaise bhī to zang lagā thā pushtainī hathiyāroñ meñ
- جب بھی تقدیر کا ہلکا سا اشارہ ہوگاآسماں پر کہیں میرا بھی ستارہ ہوگاjab bhī taqdīr kā halkā sā ishāra hogāāsmāñ par kahīñ merā bhī sitāra hogā
- جن باتوں کو کہنا مشکل ہوتا ہےان باتوں کو سہنا مشکل ہوتا ہےjin bātoñ ko kahnā mushkil hotā haiin bātoñ ko sahnā mushkil hotā hai
- جھلملاتے ہوئے دن رات ہمارے لے کرکون آیا ہے ہتھیلی پہ ستارے لے کرjhilmilāte hue din rāt hamāre le karkaun āyā hai hathelī pe sitāre le kar
- دھڑکتے سانس لیتے رکتے چلتے میں نے دیکھا ہےکوئی تو ہے جسے اپنے میں پلتے میں نے دیکھا ہےdhaṛakte sāns lete rukte chalte maiñ ne dekhā haikoī to hai jise apne meñ palte maiñ ne dekhā hai
- دھوپ ہوئی تو آنچل بن کر کونے کونے چھائی اماںسارے گھر کا شور شرابہ سونا پن تنہائی اماںdhūp huī to ānchal ban kar kone kone chhā.ī amāñsāre ghar kā shor sharāba sonā pan tanhā.ī amāñ
- گھر کی بنیادیں دیواریں بام و در تھے بابو جیسب کو باندھ کے رکھنے والا خاص ہنر تھے بابو جیghar kī buniyādeñ dīvāreñ bām-o-dar the bābū jīsab ko bāñdh ke rakhne vālā ḳhās hunar the bābū jī
- منزل پہ دھیان ہم نے ذرا بھی اگر دیاآکاش نے ڈگر کو اجالوں سے بھر دیاmanzil pe dhyān ham ne zarā bhī agar diyāākāsh ne ḍagar ko ujāloñ se bhar diyā
- وہی آنگن وہی کھڑکی وہی در یاد آتا ہےاکیلا جب بھی ہوتا ہوں مجھے گھر یاد آتا ہےvahī āngan vahī khiṛkī vahī dar yād ātā haiakelā jab bhī hotā hūñ mujhe ghar yād ātā hai
- ہر بار ہوا ہے جو وہی تو نہیں ہوگاڈر جس کا ستاتا ہے ابھی تو نہیں ہوگاhar bār huā hai jo vahī to nahīñ hogāḍar jis kā satātā hai abhī to nahīñ hogā
- ہمیشہ زندگی کی ہر کمی کو جیتے رہتے ہیںجسے ہم جی نہیں پاے اسی کو جیتے رہتے ہیںhamesha zindagī kī har kamī ko jīte rahte haiñjise ham jī nahīñ pāe usī ko jīte rahte haiñ
- یہ اور بات دور رہے منزلوں سے ہمبچ کر چلے ہمیشہ مگر قافلوں سے ہمye aur bāt dūr rahe manziloñ se hambach kar chale hamesha magar qāfiloñ se ham
- یہ سوچنا غلط ہے کہ تم پر نظر نہیںمصروف ہم بہت ہیں مگر بے خبر نہیںye sochnā ġhalat hai ke tum par nazar nahīñmasrūf ham bahut haiñ magar be ḳhabar nahīñ
- بات کرو تو لفظوں سے بھی خوشبو آتی ہےلگتا ہے اس لڑکی کو بھی اردو آتی ہےbāt karo to lafzoñ se bhī ḳhushbū ātī hailagtā hai is laṛkī ko bhī urdū ātī hai