Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Aajiz Hengan Ghati

1936–2008

Poems

Meter
  1. ek ik pattā havā.oñ se hai laṛne vālāpeṛ us kā nahīñ āndhī se ukhaṛne vālā
  2. jitnī tezī se ā rahā thā volauṭ kar dūr jā rahā thā vo
  3. ḳhālī alzzahn hue jab se ḳhalā.oñ kī tarahham bhaṭakte rahe be lāg havā.oñ kī tarah
  4. zaḳhmoñ ke dahan bhar de ḳhanjar ke nishāñ le jābe samt sadā.oñ kī rifat kā gumāñ le jā
  5. sīna lahūluhān hai kālī chaṭān kāpatthar meñ bhī gumān sā hotā hai jān kā
  6. umr be vaj.h na be rabt guzārī jā.eā.īna dekh ke tasvīr utārī jā.e
  7. muñh jo dekhe ā.īna gar kānch kāmuskurā uṭhe muqaddar kānch kā