Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

عزیز الرحمٰن عزیز پانی پتی

Poems

Meter
  1. pasand ā.eñ mujh ko adā.eñ tumhārīyahī dil meñ hai lūñ balā.eñ tumhārī
  2. tumhārā ishq jab se kyā huā ai nāznīñ ham kopasand ātā nahīñ hai koī bhī ab mah jabīñ ham ko
  3. jān de deñge karishmoñ pe qazā se pahlemar hī jā.eñge tire nāz-o-adā se pahle
  4. jigar thāme hue yāñ tālib-e-dīdār baiṭhe haiñmaze vāñ lauṭne ko bazm meñ aġhyār baiṭhe haiñ
  5. ranj-o-ġham-o-firāq meñ jo mubtalā nahīñduniyā meñ us kī zīst kā kuchh bhī mazā nahīñ
  6. mujh ko ma.alūm na thā un se mohabbat hogīdard pur dard musībat pe musībat hogī
  7. ham ko hai jis kī talab vo yār miltā hī nahīñdil churā ke le gayā dil dār miltā hī nahīñ