Poet
عزیز الحسن غوری
Poems
- ادا شناس ترا بے زباں نہیں ہوتاکہے وہ کس سے کوئی نکتہ داں نہیں ہوتاadā shanās tirā be zabāñ nahīñ hotākahe vo kis se koī nukta dāñ nahīñ hotā
- پس پردہ تجھے ہر بزم میں شامل سمجھتے ہیںکوئی محفل ہو ہم اس کو تری محفل سمجھتے ہیںpas-e-parda tujhe har bazm meñ shāmil samajhte haiñkoī mahfil ho ham us ko tirī mahfil samajhte haiñ
- جلوہ فرما دیر تک دل بر رہااپنی کہہ لی سب نے میں ششدر رہاjalva farmā der tak dil bar rahāapnī kah lī sab ne maiñ shashdar rahā
- دل ربا پہلو سے اب اٹھ کر جدا ہونے کو ہےکیا غضب ہے کیا قیامت ہے یہ کیا ہونے کو ہےdil rubā pahlū se ab uṭh kar judā hone ko haikyā ġhazab hai kyā qayāmat hai ye kyā hone ko hai
- نظارے ہوئے ہیں اشارے ہوئے ہیںہم ان کے ہوئے وہ ہمارے ہوئے ہیںnazāre hue haiñ ishāre hue haiñham un ke hue vo hamāre hue haiñ
- نہ دیکھوں گا حسینوں کو ارے توبہ نہ دیکھوں گاتقاضا لاکھ تو کر اے دل شیدا نہ دیکھوں گاna dekhūñgā hasīnoñ ko are tauba na dekhūñgātaqāzā lākh to kar ai dil-e-shaidā na dekhūñgā
- وفا کر کے اس کا صلا چاہتا ہوںبڑا ناسزا ہوں سزا چاہتا ہوںvafā kar ke us kā salā chāhtā hūñbaṛā nāsazā hūñ sazā chāhtā hūñ
- وہ مست ناز آتا ہے ذرا ہشیار ہو جانایہیں دیکھا گیا ہے بے پیے سرشار ہو جاناvo mast-e-nāz ātā hai zarā hushyār ho jānāyahīñ dekhā gayā hai be piye sarshār ho jānā
- ہر تمنا دل سے رخصت ہو گئیاب تو آ جا اب تو خلوت ہو گئیhar tamannā dil se ruḳhsat ho ga.īab to ā jā ab to ḳhalvat ho ga.ī