Poet
Zafar Adil Quraishi
b. 1948
Poems
- الم ہے سوز ہے یادیں ہیں غم ہے وحشت ہےمرے نصیب میں جو کچھ بھی ہے غنیمت ہےalam hai soz hai yādeñ haiñ ġham hai vahshat haimire nasīb meñ jo kuchh bhī hai ġhanīmat hai
- تم سے محبت کرتا ہوںتم پہ ہر دم مرتا ہوںtum se mohabbat kartā hūñtum pe har dam martā hūñ
- جنوں کی زندگی ناکام کیوں ہےوفا کا بے وفائی نام کیوں ہےjunūñ kī zindagī nākām kyūñ haivafā kā be vafā.ī nām kyūñ hai
- جو ہم پر ہوا ہے کرم دیکھناوہ ڈھائے گا کیا کیا ستم دیکھناjo ham par huā hai karam dekhnāvo ḍhā.egā kyā kyā sitam dekhnā
- ذہن و دل پر غموں کے سائے ہیںجو تھے اپنے وہی پرائے ہیںzehn-o-dil par ġhamoñ ke sā.e haiñjo the apne vahī parā.e haiñ
- کچھ حرج نہیں جام جو بیگانہ لگے ہےرندوں سے خفا ساقئ مے خانہ لگے ہےkuchh haraj nahīñ jām jo begāna lage hairindoñ se ḳhafā sāqī-e-mai ḳhāna lage hai
- نظر میں خود کو بسا دو تو کوئی بات بنےوفا کے پھول کھلا دو تو کوئی بات بنےnazar meñ ḳhud ko basā do to koī bāt banevafā ke phūl khulā do to koī bāt bane
- وہ انساں در حقیقت صاحب کردار ہوتا ہےکہ جس انساں کے دل میں جذبۂ ایثار ہوتا ہےvo insāñ dar haqīqat sāhab-e-kirdār hotā haike jis insāñ ke dil meñ jazba-e-īsār hotā hai