Poet
Zabih Allahabadi
1918–1987
Poems
- ان کو پھر دیکھنے کی آس نہیںچاک اب دامن حواس نہیںun ko phir dekhne kī ās nahīñchāk ab dāman-e-havās nahīñ
- جانے والے پھر نہ لوٹے کچھ تو اس میں راز ہےکیا طلسم خاک میں بھی جاں فزا انداز ہےjāne vāle phir na lauṭe kuchh to is meñ rāz haikyā tilism-e-ḳhāk meñ bhī jāñ fazā andāz hai
- ختم اپنی گردش ایام کر کے آئے ہیںصبح کے نکلے ہوئے جو شام کر کے آئے ہیںḳhatm apnī gardish-e-ayyām kar ke ā.e haiñsub.h ke nikle hue jo shām kar ke ā.e haiñ
- ساقی مئے وحدت کا وہ جام پلا مجھ کومٹ جائے خودی دل سے مل جائے خدا مجھ کوsāqī mai-e-vahdat kā vo jām pilā mujh komiṭ jā.e ḳhudī dil se mil jā.e ḳhudā mujh ko
- قدرت نے دی ہے مجھ کو بہار آفریں نظرکتنی حسیں نظر ہے یہ کتنی حسیں نظرqudrat ne dī hai mujh ko bahār āfrīñ nazarkitnī hasīñ nazar hai ye kitnī hasīñ nazar
- مجھ کو نہیں دماغ گلوں کی شمیم کااحسان کیوں اٹھاؤں قفس میں نسیم کاmujh ko nahīñ dimāġh guloñ kī shamīm kāehsān kyūñ uṭhā.ūñ qafas meñ nasīm kā
- محشر امید پہلے دل میں پیدا کیجئےاس کا جلوہ دیکھنے کی پھر تمنا کیجئےmahshar-e-ummīd pahle dil meñ paidā kījiyeus kā jalva dekhne kī phir tamannā kījiye
- ہجر کی شب دراز ہے دور ابھی سحر بھی ہےاور ہماری زندگی شمع سے مختصر بھی ہےhijr kī shab darāz hai dūr abhī sahar bhī haiaur hamārī zindagī sham.a se muḳhtasar bhī hai