Poet
عیش دہلوی
Poems
- باتیں نہ کس نے ہم کو کہیں تیرے واسطےاور ہم نے بھی نہ کس کی سہیں تیرے واسطےbāteñ na kis ne ham ko kahīñ tere vāsteaur ham ne bhī na kis kī saheñ tere vāste
- پھرا کسی کا الٰہی کسی سے یار نہ ہوکوئی جہان میں برگشتہ روزگار نہ ہوphirā kisī kā ilāhī kisī se yār na hokoī jahān meñ bargashta rozgār na ho
- پھول اللہ نے بنائے ہیں مہکنے کے لیےاور بلبل کو بنایا ہے چہکنے کے لیےphūl allāh ne banā.e haiñ mahakne ke liyeaur bulbul ko banāyā hai chahakne ke liye
- تو ہی انصاف سے کہہ جس کا خفا یار رہےاپنے جینے سے نہ کس طرح وہ بے زار رہےtū hī insāf se kah jis kā ḳhafā yār raheapne jīne se na kis tarah vo be zār rahe
- جرأت اے دل مے و مینا ہے وہ خود کام بھی ہےبزم اغیار سے خالی بھی ہے اور شام بھی ہےjur.at ai dil mai-o-mīnā hai vo ḳhud kām bhī haibazm-e-aġhyār se ḳhālī bhī hai aur shām bhī hai
- جو ہوتا آہ تری آہ بے اثر میں اثرتو کچھ تو ہوتا دل شوخ فتنہ گر میں اثرjo hotā āh tirī āh be asar meñ asarto kuchh to hotā dil shoḳh fitna gar maiñ asar
- شور اب عالم میں ہے اس شعبدہ پرداز کاچرخ بھی اک شعبدہ ہے جس سراپا ناز کاshor ab ālam meñ hai is shobada pardāz kācharḳh bhī ik shobada hai jis sarāpā nāz kā
- عاشقوں کو اے فلک دیوے گا تو آزار کیادشمن جاں ان کا تھوڑا ہے دل بیمار کیاāshiqoñ ko ai falak devegā to āzār kyādushman-e-jāñ un kā thoṛā hai dil-e-bīmār kyā
- کچھ کم نہیں ہیں شمع سے دل کی لگن میں ہمفانوس میں وہ جلتی ہے یاں پیرہن میں ہمkuchh kam nahīñ haiñ sham.a se dil kī lagan meñ hamfānūs meñ vo jaltī hai yāñ pairahan meñ ham
- کسی کی نیک ہو یا بد جہاں میں خو نہیں چھپتیچھپائے لاکھ خوشبو یا کوئی بدبو نہیں چھپتیkisī kī nek ho yā bad jahāñ meñ ḳhū nahīñ chhuptīchhupā.e lākh ḳhushbū yā koī badbū nahīñ chhuptī
- کیا ہوئے عاشق اس شکر لب کےطعنے سہنے پڑے ہمیں سب کےkyā hue āshiq is shakar lab keta.ane sahne paṛe hameñ sab ke
- میرا شکوہ تری محفل میں عدو کرتے ہیںاس پہ بھی صبر ہم اے عربدہ جو کرتے ہیںmerā shikva tirī mahfil meñ adū karte haiñus pe bhī sabr ham ai arbada jo karte haiñ
- میں برا ہی سہی بھلا نہ سہیپر تری کون سی جفا نہ سہیmaiñ burā hī sahī bhalā na sahīpar tirī kaun sī jafā na sahī