Poet
Yaqoob Rahi
b. 1943
Poems
- جاگے ضمیر ذہن کھلے تازگی ملےچھوٹے گہن کہ مجھ کو مری روشنی ملےjāge zamīr-e-zehn khule tāzgī milechhoṭe gahan ke mujh ko mirī raushnī mile
- خود پہ الزام کیوں دھرو بابازندگی موت ہے مرو باباḳhud pe ilzām kyūñ dharo bābāzindagī maut hai maro bābā
- خون کی ایک ندی اور بہے گی شایدجنگ جاری ہے تو جاری ہی رہے گی شایدḳhūn kī ek nadī aur bahegī shāyadjang jārī hai to jārī hī rahegī shāyad
- درد اس کا ابھر رہا ہوگاسارا نشہ اتر رہا ہوگاdard us kā ubhar rahā hogāsārā nasha utar rahā hogā
- زندگی دشت بلا ہو جیسےتجھ کو پانے کی سزا ہو جیسےzindagī dasht-e-balā ho jaisetujh ko pāne kī sazā ho jaise
- سرخ لاوے کی طرح تپ کے نکھرنا سیکھوسوکھی دھرتی کی دراروں سے ابھرنا سیکھوsurḳh lāve kī tarah tap ke nikharnā sīkhosūkhī dhartī kī darāroñ se ubharnā sīkho
- کوئی بادل تپش غم سے پگھلتا ہی نہیںاور دل ہے کہ کسی طرح بہلتا ہی نہیںkoī bādal tapish-e-ġham se pighaltā hī nahīñaur dil hai ke kisī tarah bahaltā hī nahīñ
- کوئی بے نام خلش اکسائےکیا ضروری ہے تری یاد آئےkoī be nām ḳhalish uksā.ekyā zarūrī hai tirī yād ā.e
- مشاہدہ نہ کوئی تجربہ نہ خواب کوئیتمام شعر و سخن حرف اجتناب کوئیmushāhada na koī tajriba na ḳhvāb koītamām sher-o-suḳhan harf ijtināb koī
- ہوائے صبح نمو دشمن چمن کیسےشکار رشک و رقابت گل و سمن کیسےhavā-e-sub.h numū dushman-e-chaman kaiseshikār-e-rashk-o-raqābat gul-o-saman kaise
- تیرا احساس ہےکہ صحن خموشی میں ابھرتی ہوئیterā ehsās haike sehn-e-ḳhamoshī meñ ubhartī huī
- یہ تند و تیز ہواتری گلی مرے جنگل کو جو ملاتی ہےye tund-o-tez huātirī galī mire jangal ko jo milātī hai
- گزشتہ راتمیں خوابوں کی دنیا سےguzishta rātmaiñ ḳhvāboñ kī duniyā se
- لفظ و معنی میںسنگھرش جاری ہے
- اپنی تعبیر کے صحرا میںجلے خوابوں کیapnī ta.abīr ke sahrā meñjale ḳhvāboñ kī
- جب بھی دھرتی کا کوئی حصہتمہیں چپ سا دکھائی دے تو اس کی خامشی کوjab bhī dhartī kā koī hissatumheñ chup sā dikhā.ī de to us kī ḳhāmushī ko
- رات بھراس خریدے ہوئے جسم سےrāt bharis ḳharīde hue jism se
- صبح سورج کی کرنکوچہ کوچہ تری امید میں بھٹکاتی ہےsub.h sūraj kī kirankūcha kūcha tirī ummīd meñ bhaṭkātī hai